Chahat me kisi

Chahat me kisi
Chahat me kisi ka imteha na lena dosti me kisi ko daga na dena jise tumhare bagair jeene ki adat na ho use lambi umar ki dua na dena
  

Jan, 28 2012     132 chars (1 sms)     1279 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Jeena nahin mar jaana chahiye Wafa mein pyar sajana chahiye Tu dekhe mujhe baar baar Dil ka aaina mujhe ban jaana chahiye .
Pyaar me maut se darta kaun he pyaar ho jaata hai Karta kaun he Aap jaise yar par dunya qurban Aur Aap puchte ho ki hum pe marta kaun he
Mahobbat Mujhe thi Unse itni Unki Yaadon mai Dil Tarpta raha Mout b Meri chaht ko rok na saki Qabar mai b Dil Dharkta raha
Nazar me aapke nazare rahenge Palko pe yuhi chand sitare rahenge Badal jaye to badle ye zamana Rabb ki kasam humto hamesha apke rahenge…
Badalna nhi aata humen dostoon ki terhan Har ek rut mein tera intezar karte hain Na tum sameet sako ge jise qayamat tak kasam tumahri tumhen itna pyar karte hain..
Deep Yado K JlanaTo Khabr Kr Dena Ashq PalkoPe SzanaTo Khabr Kr Dena 1MuddatSe Trsi h Ankhe Meri Kbi Khwab Me Ana To Khabr Kr Dena
Hamare Muskurane Ki Wajha Tum Ho.!Hamari Zindagi Ka Matlab Tum Ho.!Agar Choda Sath Zindagi Me Hamara.!To Samajh Lena Ke Hamari Maut Ki Wajah Bhi tum ho.!.
Yaadon ki barsaat liye Duaaon ki soghat liye Dil ki gehrayee se Chand ki roshnai se Pholon k kaghaz per Aap k liye sirf 3 lafz"I LOVE YOU"
Usne Kaha diL Pe Bhrosa Nhi Krte Hmne Kha Pyar Me Socha Nhi Krte Usne Kha Dunia K Rangin Nzare He Hmne Kha JbTum HoTo Hm Kuch Dekha Nhi Krte
Jaagte hain tanha raaton me,Khote hai dil unki baaton me,Mili nahi dil ki manzil aaj-tak,Kyunki dard hi dard likhe hai in haathon me
MIT JAYE DHURI AGAR TUM CHAHO NA KOI HO MAJBURI AGAR TUM CHAHO WESE TO HAIN HAME CHAHNE WALE BOHT MAGAR MERI YE HASRAT HAI MUJHE SIRF TUM CHAHO..
Woh chand hai magar Aapse pyara to nahi, parwane ka shama ke bina guzara to nahi, mere dilne suni hai mithi c awaz kahi apne hame pukara to nahi.