KABHI Hamari Yaad Aati To Hogi,UTAR Aate Honge Ankho Mein Wo Khwab Jo Sajaye The Saath,KABHI Muskurate Labo par Hame Kho Dene ki Fariyad Aati To Hogi!!
Kisi k dil me basna bura to nahi... kisi ko dil me basana khata to nahi.. gunah hoga Duniya ki nazar me to kya hua.. Kambakht Duniya wale khuda to nahi..,