Zndagi Bhar Tujhse Pyaar Karta RahungaTu Na Kare Toh Kya,Teri Yadoin Mein Jeeta Rahunga Ab Yeh Na Kehna Ki Yaad Bhi Na Karuin Tumko Tab Yeh Sansein Bhi Lena Bhul Jaaunga.
Aa k meri kabr pe tune jo muskura diya, bijliyan chamak uthi sara badan jala diya. Jeete je na poocha haale dil kabi, ab aye ho poochne jab khaak me mila diya ?