Maine Pucha Khuda

Maine Pucha Khuda
Maine Pucha Khuda Se Keemat Kya Hai PyarKi?Khuda Bhi HasKe Bole Aansu Bhari Aankhe Umar Intezar Ki.
  

Jan, 31 2012     99 chars (1 sms)     3415 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Karoge yad to har bat yad ayegi, Suhane Waqt ki har mauj thehar jayegi, Talash karoge jo humse behtar koi, Nigah dur tak ja kar laut ayegi..
maine aansu mange the tumse,tumne hasi de di,maine maut mangi thi tumse,tumne zindagi de di,zindagi dene ki ab wajah to batao,nahi to apni zindagi bhi sath le jao.
Tanhai ka ye aalam hai ki roneka dil karta haiRo kar thak jaye to marne ko dil karta hai Mar bhi jaye kese aap k liye jine ko dil karta he
Brsat ki hr bund me samye ho tum,Mere dil me khss jagh banye ho tum,Yu to humdrd ki kami nahi,Par na jane aaj bohot yaad aaye ho tum.
Ishq karnewale aankho ki baat samajh lete hai, sapno me wo mil jaye to mulakat samajh lete hai, rota to aasmaan bhi hai pyaar ke liye par log use barsaat samajh lete hai....!!!!
Aap to chand ho jise sab yad krte he or hamari kismat to taro jaisi he hume yad karna to dur, khwahish k liye tutne ki faryad krte hai.
ArZo0 HaY TumHAin Do0R Se DekHNay KI, MAgEr PasS NaHi AaNa ChAhTa, TaMaNnA NaHi tuMHain PANAy ki, MAgeR KhoNA BhI NAHi CHAhTa…
YAAD ME TERI JAHAN KO BHOOL JAATA HU MAIN, BHOOL JAANE WALE KYA KABHI TUJHE BHI YAAD AATA HU MEIN.
Aaj Bhi 1 Sawal Hai is DIL Me Pyar Ka Gam Beshumar Hai is DIL Me Kuch Keh Nai Pata Ye DIL Magar Kisi K Liye Bahut Pyar Hai Is DIL Me..
agar khushi milti hai unhen maire armaano ka janaja uthane se, mai apne armaano ka aur khoon kar deta hun kya faida inhe bachane se
Chhup Gaye Wo Jakar Kanhi Shayad Hame Satane Ko Lekin Ham Unki Yaad Me Bhool Gaye Zamane Ko Koi Unhe Jakar Ye Bata De Ki Taraste Hai Ham Unki Ek Jhalak Pane Ko
wo jaaye to sahi, hum aane kaa wada karte hai wo roothe to sahi, hum manaane ka Wada karte hai dil todna hai mera to beshaq tod de wo is dil k bina bhi hum unko chahane ka wada karte hai