Dilki hasrat zuba par aane lagi, Tumhe dekha aur zindagi muskurane lagi. Yeh ishq ki inteha thi ya meri diwangi, Har surat mein surat teri nazar aane lagi
Chand Ko Hr Koi Chahta HYe Aam Baat HMagar Chand Kise Chahta H Ye Khaas Bat HJ ine K Liye Kya Jaruri H Ye Aam Bat H Magr Jee Rhe Ho Kiske Liye Ye Khaas Bat H
PYAAR CHUPTA NAHI AANKHEN CHUPANE SE.. DIL RUKTA NAHI KISIKE SAMJHANE SE.. RUK JATI HAI DHADKAN USE BHUL JANE SE.. HUM USE YAAD KARTE HAI JEENE KE BAHANE SE.....
Dil Hi Dil Se Dil Ki Baat Ho Jayegi Aaine Me Dekho Khud Ko Humse Baat Ho Jayegi Shikwa Na Kariye Humse Milne Ka Ankhe Band Kariye Humse Mulaqat Ho Jayegi