Khuda tumhe har

Khuda tumhe har
Khuda tumhe har dukh se door rakhe teri palkon se har hanju door rakhe hamari yahi guzarish hai unse ke jitna bhi ho hamare darmiyaan faasla vo apne dil se na hamein kabhi door rakhe
  

Jan, 31 2012     182 chars (2 sms)     864 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Bewafaa voh nahi hum hi kharab the zeher ki zarurat nahi mar jayenge shrab se. Kaante mehsus hi nahi hue kyonki pyar hi itna tha uss Gulab se.
Barsat ki har bond me samaye ho tum...Mere dil me khas jagah banaye ho tum...Yun to humdard ki kami nhi...Par na jane aaj bohot yaad aa rahe ho tum..
Zindagi ki raho me aage jaoge To piche ek saya tum har dum paoge Mudd kar dekhogi to tanhai hogi Mehsus karoge to hamein paoge..
Khushi aur Gum Ka Rishta He Tuj Se Phir B Dil Lagane Se Dar Lagta Hai Meri Ankho Se Ansu Nikal Jaye,Gum Nahi Par Tere Udaas Hone Se Dar Lgta Hai
Naam naa lo us mohabbat ka mohabbat to hum bhi kar chuke hain log kehte hain mohabbat zindagi hai par hum to kab k mar chuke hain.....
Mushkil nahi hai Ishq ladana ,Us se bhi aasan nahi hai uska A Pyar pana ,phir bhi darte hai hum pyar karne se ,kyonki sabse mushkil hai usko bhulana
Tadap uthoge jab hum yaad aayenge,Dhoondoge hume jab hum durr chale jaayenge.Hamari yaadon ke nishan dil me paaoge,Jab tumhari dhadkano me chhup kar hum muskurayenge
Yad Kisi Ko Karna Ye Baat Nahi Jatane Ki.Dil Par Chot Dena Adat Hai Zamane Ki.Ham Aapko Bilkul Yaad Nahi Karte.Kyunki Yaad Karna To Ek Nishani Hai Bhool Janeki.
Hoto Ne aaj tak Jiska Zikr Na Kiya Ho,Aankhen Unko Paigam Deti Hai,Duniya Se Unko Chupaye be to Kaise,Har Dhadkan Jo us mehbuba ka Naam Leti Hai.
Åpne Åpni Åånkho Me Nur Chupå Råkhå Håi, Hosh Wålo Ko Diwånå Bånå Råkhå Håi, Nåz Kåise Nå Kåru Ååpki Dosti Pår Muj Jåise Nåchiz Ko "KHÅS" Bånå Råkhå Håi...
Achi surat ko sanvarne ki zarurat kya hai Sadgi bhi to qayamat ki ada hoti hain
Ek ajnabi se mujhe itna pyaar kyon hai, Inkar karne par chahat ka ikraar kyon hai, Use pana nahi meri taqdeer mein shayad, Phir har mod pe usi ka intezar kyon hai.