Kuch nasha teri

Kuch nasha teri
Kuch nasha teri baat ka hai Kuch nasha dhimi barsaat ka he Hm to kabse nashe me dub jane ko taiyar he Intezar 2 sirf apki mulakat ka hai
  

Jan, 30 2012     136 chars (1 sms)     1220 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Jab Bhi Pyar Kiya Sirf Haare Hai Fir Bhi Sanam Hum Tumhare Hai,Shayad Tum Bhi Na Ho Mere Kismat Me Par Mere Sapne Sirf Tumhare hain.
Tanhai mein fariyaad to kar sakte hain,viraane ko abaad to kar sakte hain,kya kare tumse mil nahin sakte,lekin tumhein yaad to kar sakte hain..
Na tasveer hai uski jo didar kiya jaye, na vo hai pass jo pyar kiya jaye, ye kaisa dard diya hai us bedard ne, na usse kuch kaha jaye na us bin raha jaye
Ankhe Khuli Aur Zara Hosh Aya To Pta Chla Maut Ne Hi Bewfai Kr Li Maut S Jo Pocha Uski Bewfai Ki Wja Kha Tere Lye Kisi N Zindgi Ki Dua Kr Li
Ae kalam zara dhire chal ye adb ka mukam hai. Teri nok ke niche mere dilbar ka nam hai.
Dukh Dard K Maro Se Mera Zikr N Karna Ghar Jao To Yaro Se Mera Zikr N Karna Shayad Andhere Hi Muje Raah Dikhaye Ab Chand Sitaro Se Mera Zikr N karna
Chorh diya hamara sath to koi gam nahi. Bhul jayenge aap hume, bhulne wale hum nahi… Aapse mulakat na ho pai to koi baat nahi, aapki ek yaad mulakat se kum nahi
Mohabat ka ajab karobar kia humne Wo bewafa sahi magr pyar kia humne Agr wo chor gaya tu mat kaho bura usko Kasor uska nahi aitebar kia humne.
koi hai jo dua karta hai, apno me mujhe bhi gina karta hai, bahut khushnasib samjhte he khud ko, hum door rah ke bhi koai yaad kia karta hai
Bhul jana usay jo bhula jaye, Yaad karna usay jo nibha paye, Wade to bahut log karege, Magar dil ki baat usay zarur kehna jis ke bin ek pal bhi jiya na jaye..
tanha ho kabhi to mujhe dhoond lena is dunia se nhi apne dil se pooch lena aapke aas paas hi kahi rehte hai hum yaado se nhi to sath guzare lamho se pooch lena
Ae palak tu band hoja,khawabo me unki surat to najar aayegh, intjar to subah suru hoga.. Kam se kam raat to kHUSHI me kat jayegi....