Woh karte hai

Woh karte hai
Woh karte hai baat ishq ki, par ishq ke dard ka unhe ehsas nahi, ishq woh chand hai jo dikhta hai sab ko, par usse pana sab ke bas ka kaam nahi…
  

Feb, 28 2012     145 chars (1 sms)     905 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Subah ka har pal zindgi de aapko,Din ka har lamha khushi de aapko,Jaha gam ki hawa chhoo k bhi na guzre,Khuda wo Jannat ki zami de aapko.
Yeh baat galat hai ke hume aapse mohabbat nahi hai, haan yeh baat alag hai ke hume mohabbat jatane ki aadat nahi hai.
KIMTI palo ko yun na bitana, Haste rehna ro kar hume na rulana; Hum yaad hai apko itna hi kaafi hai; Kabhi bhool bhi jaao to hume mat bataNA
Ek sapna:kisi apne ka milna; ek takadir:aapka hamari zindgi me aana; ek haqeequt: aap se pyar hona;
Us din khuda Ne b jashn ManayaHoga Jis din fursatSe apko BnayaHoga AnkhoSe uskeB nikle HogeAnsu JabApkoYahan bej kr khudKo akelaPaya hoga
Dard hi kya jo ankho se beh jaye khusi hi kya jo honto p rh jaye kabi to samjho meri qamoshi ko wo bat hi kya jo alfaz aasani se kehjaye
Tum Glass Tootney Ka Bahana Na Karo,Hum Tumhari Aankhon Se Pee Lenge,Tum Na Aao, Bas Aane Ka Waada Karo,Hum Intezaar Mein hi Jee Lenge
Ateet apne ap ko kyu dohrata hmilkar koi phir kyu kho jata h zindagi bhar sath rehne ka vada kyu kiya jab tumhe sirf bichhadna hi aata h
Kabhi num na ho jaye ye masoom nigahe Meri aarzu hai sada muskuraye Gum ke saye rahe hum tak hi Tere aashiyane me hamesha khushion ki bahare aaye
Yaadon ki parchayee mein ab to aaye tera hi cehra Tu abhi tak iss baat se hai anjaan main hoon deewana tera Izhaar-e-mohabaat karne to bahot baar socha maine Par har baar tere hi aks ne roka hai rastaa mera
Sapno ka Gharounda Tuta Hai Koi, Apna Hum se Rutha Hai Koi,Hamari Wafa Ko Bewafai Keh Gaye Wo,Hum Dete Rahe Duhai Aur Muskurate Reh Gaye Wo.
Mera wajood tere naam ka sitara homain jo kahon jo likhon sabhi kuch bus tmhara homera hr dard teri rooh se hokr guzre mera hr ashk teri ankh ka tara ho