Chahat hai kisi

Chahat hai kisi
Chahat hai kisi ki chahat ko pane kiChahat hai chahat ko aazmane kiWo chahe hame chahe na chahePar chahat hai unki chahat me mit jane
  

Jan, 28 2012     133 chars (1 sms)     939 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Phool ki tarah hanste raho to bas hai, dil khol ke milo to bas hai, Aisa nahi chahate ki roz milo, Kabhi Kabhi yaad kiya karo to bas hai.
Ishq ke lamhe sharaab lagte hain, Kuch chehre mehtaab lagte hain Dukh itne sahe mohabbat main guzre hue, Ke har lamhe hi azaab lagte hain.
Bina dard ke ansu bahaye nahi jate, Bina pyar ke rishte nibhaye nahi jate, E dost 1 baat yaad rakhna bina DIL diye DIL paye bhi nahi jate.
Yaado me hamari woh bhi khoye honge, khuli aankho se kabhi woh bhi soye honge, mana ki hasna ada hai gum chupane ki, par haste haste kabhi woh bhi roye honge
Her baat hai wohin per matlab badel gay hain....Dil dagmaga gya tha per hum sanbhal gay hain....Asy b aty hain din jety hain log lakin... Hota aor sub kuch mager jaan nahi hoti......
Rishton Ki Baat Na Yuon Chali Hoti Daman Mein Aag Na Yuon Lagai Hoti Zindagi To Weyse Hi Pareshan Thi Apni Aur Na Meri Pareshani Yuon Barhai Hoti
Yeh baat galat hai ke hume aapse mohabbat nahi hai, haan yeh baat alag hai ke hume mohabbat jatane ki aadat nahi hai.
Meri pehchan bas naam hi sahi,yaad na aaye tumhe itne badnaam to nahi,hume bhul jana majburi hi sahi,magar sachmuch bhul jao ye zaruri to nahi..
Tez Hawa Ka Jhonka Aaya, Phir Khosbu Teri Sath Mein Laaya, Phir Mere Dil Ko Khayal Aay k Lagta hai Aaj phir tu nahi Nahaya
mere zindagi kya dosra naam hoon tum, hum tere dil me rahe ge ek yaad bankar , tere laab pe khilenge muskan ban kar , kabhi apne se juda maat samaj na , hum tera saat chale ge asman ban kar.
Kasoor na unka tha na hamara, Hum dono hi rishto ki rasam nibhate rahe, Woh dosti ka ehsaas jatate rahe, Hum mohabbat ko dil me chhupate rahe.
"DIL KA PYAR SE BADA GEHRA NATA HE ISLIYE YE HAME BAHUT KUCH SIKHATA HE PYAR HAME SIKHATA HE AJANABI KO APNA BANANA"AUR DIL BHI KAMBAKHT USIKA SATH DETA HE"