Thukra k us n muje kaha k 'muskurao'May n has diya akhir sawal un ki khusi ka tha! May n to khoya jo mera kabhi nahi tha par us n khoya WHO JO SIRF US KA THA.
Kisi k dil me basna bura to nahi... kisi ko dil me basana khata to nahi.. gunah hoga Duniya ki nazar me to kya hua.. Kambakht Duniya wale khuda to nahi..,