Tum Pyar Krte

Tum Pyar Krte
Tum Pyar Krte Ho Humse Par Izhar nahi krte,Marte Ho Humpe par Ikrar nahi karte.Humari palke apke intzar me Hai,Or aap Hai jo hume Yaad Nahi Karte
  

Jan, 28 2012     145 chars (1 sms)     1067 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Tuze main koi aur naam du, ye mumkin nahi hai mere liye Ha, tere muqable ka koi gar mile muze to use tera naam zarur dunga. -Ziyaad
Nazaro Ki Aas Kuch Aur Hoti Hai Kasmo Me Baat Kuch Aur Hoti HaiKaun Chahta Hai Kuch Kahena Bin Kahe Samajh Jane Ki Baat Kuch Aur Hoti Hai…
Raat gujri phir mehekti subah ayi, dil dhadka phir tumhari yaad ayi, aanko ne mehsoos kiya USS hawa KO, jo tumhe chhukar hamare pass ayi”
Ek Raat Guzre Aisi,Ho Zindagi Roshan Teri Zulfon ki Chao me, Simat Aaye Tu Chand Ki Tarah Meri Panaho me, Khwab Bunte Chale Hum Nigaho-Nigaho Me.
ik mulakaat karo,enayat samajh kar, har cheez ka hisab dengay apna samajh kar, meri chahat par kabhi shak mat karna., hum piyar bhi karte hai ebadat samajh kar
Hotho pe kuch hasi khil ayi he. Pyerki ki Mat ab saMajh ayi he. ZaMane wale b na kar paynge HuMe alag. Agar Rab ne haMari jodi banai he
Itni dosti na karo ki bigad jaye hum thoda danta karo ki sudhar jaye hum ho jaye koi khata to ho jana khafa par itna bhi nahi ki mar jaye hum
Dekh ka tume kuch kuch hota hai Aab tum ko hi yeh dil chahata hai AAKHEN mai bhi SIRF TUM hare SAPNE,Lagtahe HUMa AASHIQUE BANAYA AAPNE!!
teri tasvir ko hum sja baithe apne mann mein ik hasrat jga baithe kitnei aieno ne nazar utari hogi yehi soch kar dil lga baithe
Aankho Me Waade Hoton Pe Kasme; Bhuli Hume Sari Duniya Ki Rasme; Dil Bhi Dhadakta Hai Unke Liye, Kuch Bhi Raha Na Ab Apne Bas Me... .
Kabhi-Kabhi Aisa Bhi Hota Hai Dosti Ka Asar Zara Der Se Hota Hai Unhe Lagta Hai Hum Kuch Nahi Sochte Unke Baare Me Par Har Baat Me Zikr Unka Hi Hota Hai
Hum hi me thi wo baat, Jo yaad naa tum ko aa sake, Tum ne hume bhula diya, Par hum tumhe naa bhula sake