Haatho se gir

Haatho se gir
Haatho se gir gayi meri lakire kahi,Bhul gye hum apni taqdir kahi,Agar tumko mile to utha lena,Mere hisse ki har khushi apne komal se haatho me saja lena..
  

Jan, 30 2012     155 chars (1 sms)     1025 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Kitne Chehre hai Duniya me magar Hamko Ek Chehra Nazar Aata haiDuniya Ko Ab Hum Kya yaad karenAapki Yaadon me Waqt sara Guzar jata hai..I
Chand utra tha hamare angan me, yeh sitaro ko gawara na hua, hum bhi sitaron sekya gila kare, jab chand hi hamra na hua
Anjaan bankar aaye the , Pehchan dekar chale gaye, Yaar bankar aaye the, Pyaar dekar chale gaye.”
Wada kar lete hai nibhana bhul jate hai,Lagakar aag bujhana bhul jate hai,,Ye to aadat ho gayi unki,Rulate hai aor manana bhul jate hai...
Teri yaado me jiyenge marengeTujhe apni palkon me chuppa lenge Uss chand se hume kya lena Humto is Dharti ke chand ko seene se laga lenge
Betab tamnnao ki kasak rahne do, manzil ko pane ki lalak rahne do, aap bhale hi raho door nazro se, par band ankhon me apni jhalak rahne do.
Shaam Udas Thi Subah Udas Thi,Kafan Me Lipti Huyi Meri Laash Thi, Ae Duniya Walo Mujhe Wahi Dafnana,Jaha Meri Aur Uski Pehl MulakatThi.
Aarzoo hai door se dekhne ki Kareeb aana bhi nahi chahte Tamanna nahi tumhe pane ki Magar khona bhi nahi chahte
Kaam To Hazaron Hai Duniya Me Mohabbat Ke Siva Badnaaam Aur Sharminda Hoke Bhi Mai Jiya Par Badnaseeb Tu Bahut Hai Mere Dost Kyonki Zindagi Me Tune Kabhi Pyar Na Kiya
Palkon pe sapne saja lein, Tum kaho to muskura lein, Ye zindagi-zindagi si lage, Agar hum tumhe paa lein.
Har samandar ke kinare hote hai,kuch log jaan se pyare hote hai,phir kyon kehte hai log akele reh jayenge jab ki yaado ke bhi sahare hote hai.
Yado se judke Yaad aate ho Aap Yaad aakar Yaadgar ban jate ho Aap Yaado hi Yaado me samne aa jate ho Aap Kyu Yaad ko b Yaad bana jate ho Aap