KABHI Hamari Yaad

KABHI Hamari Yaad
KABHI Hamari Yaad Aati To Hogi,UTAR Aate Honge Ankho Mein Wo Khwab Jo Sajaye The Saath,KABHI Muskurate Labo par Hame Kho Dene ki Fariyad Aati To Hogi!!
  

Jan, 31 2012     151 chars (1 sms)     1646 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Yaadon ke phul tanhai me bikhar jayenge,Kya pata bikhar kar kidhar jayenge,Lekin guzre jo lamhe saath apke,Wo lamhe har halat me yad aayenge.
kabi yoon be aa mari ankh main kay mary nazar ko khabar na ho mujay ak raat nawaz day magar ais kay bad sahar(suba) na ho
Hoti Nahi Mohabbat Surat Se...Mohabbat To Dil Se Hoti Hai...Surat Unki Khud Achi Lagne Lagti Hai...Qadar Jinki Dil Se Hoti Hai...
Sitare aasman mai chamkte hai,Badal door se hi baraste hai,Hum bhi kitne ajib hai,aap dil me rahte hai aur hum mulakat ko taraste hai
Guzry hoy pal wapes nahi aaty.. Khushi ho jahan Wahan aansuo nahi aaty.. Apny Pyar ka aaser hai mari Jaan.. Jo app humain aor hum app ko BHOOL nahi paty........
Gam Ke Mare Jo Muskuraye Hain,Aansuoo Ko Bhi Pasine Aaye Hain,Kya Bala Hai Khushi Nahi Malum,Hum To Bus Naam Sunte Aaye Hai
Gila rahe humse shikwa rahe humse, aarzoo hai bas yehi ek silsila rahe humse. Fasle ho darmiya, ya khata ho koi humse, dua hai bas yehi nazdikiya rahe humse....
Ye mausam kitna pyara hai Karti he ye hawa kch ishara he Zra samjho in isharo koYe hichkiya kahe rahi hebas hum ne dilse apko pukara h
Ibadat rab ki aur soorat yaar ki ho sajda rab ka aur rasam pyar ki ho ashiqo ke mahzab ka kaya kahna zikar rab ka aur baat yaar ki h
Gujare the jo lamhe tere sath, talash unhe yeh nazar bar bar karti hai, gum nahi jo kismat ne juda kar diya, teri judai bhi to hamse pyar karti hai
Kisi k dil me basna bura to nahi,kisi ko dil me basana koi khata to nahi,gunah ho ye zamane ki nazar me to kya hua,zamane wale bhi to insan hai khuda to NAHI
teri tasvir ko hum sja baithe apne mann mein ik hasrat jga baithe kitnei aieno ne nazar utari hogi yehi soch kar dil lga baithe