Kashish dil ki

Kashish dil ki
Kashish dil ki har chiz bhula deti hai,Band ankho me bhi sapne saza deti hai.Sapno ki duniya jaroor rakhna,Kyuki haqiqat to subko rula deti hai.
  

Jan, 28 2012     144 chars (1 sms)     1759 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Ae sanam Tera Hasen Naam Acha Lgta H Tere Sath SeYe Chand Acha Lgta H Log Kehte H Tre ishq Me Pagal MujhKo or Muje Ye Ilzam Acha Lgta H
Ye Dil Tere Liye Beqarar Aaj Bhi Hai Meri Aankh Ko Tera Intizar Aaj Bhi Hai Tu Aaye Gi Ye Umeed Hai Mujhe Tujh Ko Pane Ke Liye Tera Deewana Aaj Bhi Hai
Jab kabhi main unke khayaalon mein kho sa jaata hoon, Woh khud bhi baat karte hai to bura sa lagta hain.
Kya Wajah Hai Mere Drne Ki,Ab To Khwaish Hai Unki Yad Me Marne Ki,Unhe Q Itna Yaad Karta Hai Dil,Jinhe Fursat Hi Nhi Hume Yaad Krne Ki.
Bina dekhe itna chahte hai apko bina mile sab samajte hai apkoye aankhe jab bhi band rahe hamari band aakhon se dekh lete hai apko.
Dekha jo woh jaam teri yaad aagayi...yeh shaam tere naam, teri yaad aagayi...Har koi Janata tha mujhe tere naam se...Pucha kisi ne naam, Teri yaad aagayi
Hamari Khamoshi Hamari Fitrat Hai, Aapki dosti Hamari Chahat Hai, Yeh Zindagi Jo Itni Khubhasurat Hai, Uski Wajah To Bas Aapki mahobbat Hai.
Nam me kya rakha hai, log chehre ko bhul jate hai, aap $umundar ki bat karte ho, log aankho me dub jate he
Bas yehi sochke tumse nazar milayi hai,naye zakhmon ke liye dil men jaga khaali hai,
Takdir ne chaaha, Takdir ne bataya. Takdir ne tumko or humko milaya. Khushnasib the hum ya wo pal, jab tum sa Anmol SATHI is zindagi me aaya.
Apko bhul jaun umr gujrne ki bat hai,apko nai ykin ye aur bat hai.. jab tak rahegi sans tab tak rahoge yad,ye sans tut jaye to aur bat hai..
Yeh hawa apki hasi ki khabar deti hai,mere dil ko khusi se bhar deti hai.khuda salamat rkhe apki hasi ko,Qki apki khusi hume khush kar deti hai....