MOHABBAT EK AISI

MOHABBAT EK AISI
MOHABBAT EK AISI CHEEJ HAI JO HAR GUM BHULA DETI HAI, MAGAR KISMAT SAATH NA DE TO MOHABBAT BHI DAGA DE JAATI HAI.
  

Feb, 01 2012     113 chars (1 sms)     1328 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

phool kushboo se pooche hum aapke hai kaun, dil dhadkan se pooche hum aapke hai kaun, hum to hai nadaan...aap hi bataye hum aapke hai kaun
Ye pyari nigahein yaad rahengi, milkar na milne ki ada yaad rahegi, mumkin nahi ki main tumhe bhula dun, aur umar bhar tumhe bhi meri yaad rahegi.
Badalna nhi aata humen dostoon ki terhan Har ek rut mein tera intezar karte hain Na tum sameet sako ge jise qayamat tak kasam tumahri tumhen itna pyar karte hain..
Kahi Kuch Baate, Suni Kuch Baate, Bhuli Kuch Baate, Kuch Baate Yaad Reh Gayi. Tum De Gayi Wo Sab Jo Kabhi Socha Na Tha, Fhir bhi Tere Jane Ke Faryad Reh Gayi.
Unhone dekha or aansu gir pade Bhari barsaat me jaise fool bhikhar pade Gum nai ki unhone alvida kaha Gum ye hai ki uske baad wo bhi ro pade........
Doorian bahut hai par itna samajh lo paas rah kar bhi koi rishta khaas nahi hota, aap dil ke kareeb itne hai ki doorio ka ahsaas nahi hota
Zindagi me kuch sapne saja lena waqt me kuch aarman Jaga lena hum aap ki rahon se har dard ko chura lenge jab chaho aap hume aazma lena
BANA BANA K TAMANNA MITAI JATI He TARAH TARAH SE WAFA AAJMAI JATI He HUMSE MOHABAT NAHI He TO PHIR Q JHUKA JHUKA KE NAJRE MILAI JATI He
Itni Aasani Se Kaise Bhool Jate Hai Koi Reh-Rehkar Yaad Aata Hai Koi Yaad Karenge Umar Bhar Hum Dekhte Hai Kab Tak Hame Bhulate Hai Koi..!
Ankho Me Tera Ashk Utar Lenge,Khushi Tujhe Dekar Gum Udhar Lenge,Tere Jane K Baad Aayegi Teri Yaad,Tere Khyalo Me Hi Waqt Gujar Lenge.
Humne Chaand se poocha teri Chaandni ka raaz kya hai? Chaand ne aapki taraf Ishara kar ke kaha, Inhi say pucho jisay dekh kar mein chamakta hoon.
Hum tanhaa hue to kya hua; teri yaad se dil behlaayenge tere mehboob nahi to kya hua tere aashiq zarur kehlaayenge