kismat pe na

kismat pe na
kismat pe na chalta hai zor kisika, dekha unke haath mein haath kisika, bas wo rahe khush hamesha chahe ho unke pass saath aur kisika
  

Jan, 30 2012     133 chars (1 sms)     1227 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Tujhe Dilse juda kbhi hone nhi dengeTujhe Nind b aye toSone nhi dengeTeri Muskan hme itni Pyari he kHm Mar b gye to Rone nhi denge..
Dil ko dhadkana aapne sikhaya, ankho ko rulana aapne sikhaya kaise kare bewafai aapse, pyar karna bhi aapne sikhya
Jab Raat Hoti Hai,Aasman Me Chand Tare Aate He.!Tab Sapno Ke Duniya Me Kho Jane se Pehle.!Dur Kahi Se TUMHARA Wohi Mithi Si Awaj Mere Kano Me Aati Hai..
"sajti rahe khushiyo ki mehfil, har mehfil khushi se suhani bani rahe. Aap zindagi me itane khush rahe, ki khushi bhi aapki diwani bani rahe.
Sarbati Ankho me Aj Mujko Utar Jane deKal Ki Kal Sochege Aj Hadse Guzr Jane de Me teri hu teri hi rahungi bs kuch pal ke liye teri baho me so jane de
Hasi ki rah me gum mile to kya kare Wafa ki rah me bewafa mile to kya kare,Kese bachaye Zindagi ko dhoke se koi muskurake dhoka deto kya kare
Khamosh sa rehne lagaHu, Intzaar kisika karne lagaHu, Yaqinan kisise ho gayi he mohabat, Tabhi to bina baat kiye hi muskurane lagaHu
Kaash tum mujhe ek khat likh dete, mujhme kya kya thi kami yeh to bata dete, tadapte dil se mere tumne nafrat kyu ki, nafrat ki hi mujhe koi vajah to bata dete
Main hi thaam saku hath unka, mujpe itni ibaadat si karde, woh reh na pae ek pal bhì mere bina, ae KHUDA unko meri aadat si karde
kehna to bahut kuch chahte the unsepar is dil ne kabhi saath na diyakabhi waqt ki khamosi me khamosh raheto kabhi unki khamosi ne kuch kehne na diya
Woh inkar karte hain ikrar ke liye, Nafrat bhi karte hain to pyar ke liye, Ulti chaal chalte hain yeh ishqwale, Ankhein band karte hain didar ke liye.
Har nazar ko ek Nazar ki talash he,Har chehre me kuch to Ehsas he,Aapse PYAR ham yun hi nahi kar baithe,Kya kare Hamari pasand hi Kuch KHAS he.