Tum ko sochu

Tum ko sochu
Tum ko sochu toh sab silsile ache lagte hai Mujhe tumhare shaam-o-saher ache lagte hai Bahut dur tak jaana magar laut ana Mujhe tum se tumhi tak ke faasle ache lagte hai
  

Jan, 28 2012     169 chars (2 sms)     1120 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Logo ne sharab mehkhane ja ja kar pi he,jo do pal mein utar jayegi,hmne to pee hai apne mehboob ki ankho se,jo umar bhar na utar payegi.
Khubiya itani to nahi hum me, k kisike DIL main ghar kar jaye, par bhulana bhi asan na hoga, jis DIL me hum bas jaye
Kuch nasha to aapki baat ka hai, kuch nasha to dheemi barsaat ka hai, humein aap yun hi sharabi na kahiye, is dil par asar to aap se mulakat ka hai....!
Yaad Karta Hoon Tumhe Yaad Aati Hi Nai Kaise Aayae Woh Cheez Jo Jaati Hi Nahi
Yu Mile Ki Mulakat N Ho Saki Suraj Duba Pr Rat N Ho Saki Hamari Khamos Nigahe Hr Bat Keh Gai Or Unko Shikayat Thi Ki Bat Na Ho Saki
Dil-e-Aarzoo ne Dewana bana diyaRoye the na kbhi pr tune Rula dyatujhe meri yaad na ayi bhule se kbhi hmne teri yaad me zmana bhula diya
Khuda HAMESHA Humhe Aap Pe Fida Kare,AUR QAYAMAT Tak Juda Na Kare,hum Ji Nahi SakteTanahai Me, Kyunki hum to Marr Jayenge Aapki judai me…
Aap k pyar ko salam kiya hai.Jine ka har andaz apke naam kiya hai mang lijiye us khuda se aaj kuch bhi Kyonki humne apni har mannat ko apke naam kiya hai..
Khwabo k Bina neendo ki khwaish na krna,Pyar k Bina jine Ki Dua na krna,Jo Tumse juda hokar ji nahi skte,Unse Dur jane ki koshish na krna
Pyaar ka Pehla, Ishq ka Dusara Aur Mohabbat ka Tisara Akshar Adhura hota hai, Isliye hum tumhe chahte hai Kyonki Chahat ka har Akshar Pura hota hai
Door waadiyoN mein dhundley badal chupkar parvat se milne ka intzaar karte hain, Dil mein tamaam hasarteiN liye hum aapka intzaar karte hain
Dil Ko Dukhane Me Waqt Hi Kitna Lagta Hai. Aansu Bahane Me Waqt Hi Kitna Lagta Hai.Aap Ko Hamari Yaad Hi Nahi Aati Warna Ek sms Karne Me Waqt Hi Kitna lagta ha