Kewal tum hi

Kewal tum hi
Kewal tum hi ho zindagi main par main tumhe pa nahi sakta, Rahega dukh hamesha tumhe na pane ka. Par apni khushi ke liye tumhe rula nahi sakta.
  

Feb, 01 2012     143 chars (1 sms)     1576 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

"Humsufar To Sath Sath Chalte Hain,Raaste To Bewafa Badalte Hain.Uska ChAhEra Hai Jab Se Meri Aankhon Me,Jane Q Log Meri Aankhon Se Jalte Hain....
Hme apne rishte ka hisab nahi ata, apka palat kar koi jawab nahi ata, hm to apki yad me sote tak nahi, or apko sokar b hamara khwab nahi ata
Kaash who nagme hame sunaye na hote, Aaj unko sun kar aansu aye na hote. Agar isi tarah bhool hi jaana tha, To itni gehrai se dil me samaye na hote.
Sukhe patte gira raha h koi, Bevajah hamein sta raha h koi, Kya kya na lutaya hamne pyar me, Phir bhi ilzaam pe ilzaam laga raha h koi..
Dil ki baat janta nai koi, Kehna in aankhon ka manta nahi koi, Hum to jaan bhi luta de khushi se, Par ehmiyat is jaan ki janta nahi koi
Teri nindo me rahu tere khwabo me rahu,chahta hu me tere pyarki bahon me rahu,mujhko b apni mhbt ki bahare dede,me b khushbu ki tarah bs tri sanso me rahu
Udas nazro me khwab milenge,Kahi kante to kahi gulab milenge.Mere dil ki kitab ko meri nazro se padh kar to deko,kahi aap ki yaad to kahi aap milenge
Ankho Me Tera Ashk Utar Lenge,Khushi Tujhe Dekar Gum Udhar Lenge,Tere Jane K Baad Aayegi Teri Yaad,Tere Khyalo Me Hi Waqt Gujar Lenge.
Kaise kahe ke aap kitni khubsurat hai, Kaise kahe ke hum aap pe marte hai, Yeh to sirf mera dil hi janta hai, Ke hum aap pe hamari jawani qurban karte hai…
Is zindagi se pyar kis namurad ko hai, Mar-mar k ek farz ada kr rahi hu, Ho to kisi tarha kaid se rihayi bas yahi dua subah saam kr rahi hu.
Kitna Bebas He Insan Kismat K Aage Har Sapna Tut JataHe Haqikat K Aage Jisne Kabi Zukna Na Sikha Duniya Me Wo Bhi Zuk JataHe Chahat K Aage.
Pehli Barish, Bhiga Mausam;Unki Yadein, Ankhein Num;Na Jaane Kis Rah Se Woh Guzre;Har Rah Par Ankein Bichaye Baithe Hain Hum.