YAAD KARTA HAIN AAPKO TANHAI MEIN DIL DOOBA HAIN GAMO KI GEHRAI MEIN, HAMEIN MAT DHOONDHO DUNIYA KI BHID MEIN, HUM TO MILLENGE AAPKO AAPKI PARCHHAI MEIN
Haqeeqat karo byaan to mazaak lagta hai, ibadat karo jab to jhootha khwab lagta hai, Are ye dil hai dil, aur dil ki hai ye sdaa, aur tum kehte ho ki tumhe ye haseen ittfak lagta hai
Unki galiyon se gujarna ab aadat si ho gayi hai Unhe har pal chahne ek chahat si ho gayi hai Kisi pe marne wale ham na the Par har pal unpe marna ibadat si ho gayi hai