Dil Ko Ata

Dil Ko Ata
Dil Ko Ata He Jab Bhi Khayal Unka Tasvir Se Puchte He Haal Unka Wo Kbi Humse Pucha Karte The Judaai Kya He Aaj Samajh Aya He Sawal Unka
  

Jan, 30 2012     135 chars (1 sms)     1178 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Mujhe tumse mohabbat ho gayi heYeh duniya khobsorat ho gayi he Khuda se roz tumko mangta hun Meri chahat ibadat ho gayi hai.
Payal se payal ki jhankar sundar hai, pyar se pyar ka anubhav sundar hai, log kehte hai aap sundar hai, lekin aapse jyada aapka Swabhav Sundar hai..!
Teri Baaho Me Meri Zindgi Guzar Jaye Ankho Me Saanso Me Tu Smaa JayeHo Na Tu Kabhi Juda Ek PaL K Liye Rahe itne Karib K Hosh Hi Na Aaye.
Saath rehtay rehtay yoon hi waqt guzr jaye ga .. Door hone k baad kon kesay yaad aye ga .. Jee lo yeh pal jab hum saath hai .. Kal ka koya pata waqt kaha ley jaye ga.....
WO din din nahi,woh raat raat nahi,wo pal pal nahi,jis pal teri baat nahi,ki teri yadon se maut hame alag kar sake,maut ki bhi ye aukat nahi.
Bahar-E-Ishq Me Doob K Dekh Kabhi Jaam-E-Mohabbat Pi K Dekh Kabhi Har Taraf Tera Hi Aks Nazar Ayega Meri Aankhon Me Pyar Se Dekh Kabhi.
Wah re meri mohabbat kya rang layee hai Kandhon par hu phir bhi yehi aawaz aayee hai ki ek baar chehre se parda hata do aj wo benakaab aayee hai!!
Na jane Q ek ansu ankh se jhalka, dil ko shayad tumhari yaad aayi, chahat hai itni tumse milne ki, ke haste hue bhi ankhe bhar aayi
ManaKi Kuch Dilo Me Nafrat Hoti H Par Har Dil Me Koi Hasrat Hoti H Insaan Us K Aage Kyon Majbur Ho Jata H Jis Se Use BePanah Mohobat Hoti H.
Na koi kisi se dur hota hai, na koi kisike kareeb hota hai, pyaar khud chal kar ata hai, jab koi kisike naseeb mein hota hai.......
Chahat me kisi ka imteha na lena dosti me kisi ko daga na dena jise tumhare bagair jeene ki adat na ho use lambi umar ki dua na dena
Kismat K Maro Se Pyar Kiya Nahi Krte,Dar Dar K Hum Kabhi Jiya Nahi KarteDil TootNe Ka Dar Unko Hoga Jo Bichadne K Dar Se Pyar Kiya Nahi Karte.