Dhoondhta Phirta Hoon

Dhoondhta Phirta Hoon
Dhoondhta Phirta Hoon Main Logon Main Shabahat Uski Ke Woh Khwabon Main Bhi Lagti Hai Khyalon Jaisi
  

Jan, 31 2012     99 chars (1 sms)     975 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Kanto ko chubhna sikhaya nahi jata,Phoolo ko khilna sikhaya nahi jata,Koi ban jata hai khud hi apna,Kisi ko apna banaya nahi jata
Apke Didar Ki Hasrat Ho Gayi He, Is Kadar Milne Ki Chahat Ho Gayi He, Apka Msg Aaye Ya Na Aaye, Mobile Utha Ke Dekhne Ki Aadat Ho Gayi
Dil jo tutega to fariyaad karoge tum. Hum na rahe to hume yaad karoge tum. Aaj to kehte ho hamare pass waqt nahi, par ek din mere liya waqt barbad karoge tum…
HUM WO NAHI JO KAHANI BAN JATE HeNA WO JO ANKH KA PANI BAN JATE HeHUM JUB KISI KI ZINDAGI ME AATE HeTO USKI ZINDGANI BAN JATE He
Apna Bhi Dard Mujhko Mere Razdar De,Kuch Apni Zindagi Pe Mujhe Ikhtiyar De,Aisa Na Ho Ki Kal Tu Mera Saath Chhod De,Jitna Nibha Sake Mujhe Utna Hi Pyaar De..
rone se gham e dil ka guzara nahi hota. HAr shakhs dil ka sahara nahi hota. uss roz lagta hai bekar jiye hum, jis roz zikr tumhara nahi hota
Neend me bhi pukarte hai naam unka, Dil me hamare hai pyar jinka, woh rahe chahe hamse dur jitna, Hum karenge kayamat tak intezar unka
Na Zindgi Mili Na Wafa Mili,Kyu Har Khushi Humse Khafa Mili,Jhuthi Muskan Liye Dard Chupate Rahe,Sacha Pyar Krne Ki Kya Khub Saza mili.
Rukta bhi nahi, theek se chalta bhi nahi, Yeh dil hai kay tere baad sambhalta hi nahi, Is umar key sehra say teri yaad ka baadal, Talta bhi nahi aur barasta bhi nahi,
Kash ye zindgi haseen hoti jo chahte wo dua kabul hoti. khne ko to hai sabhi apne par kash koi aisa hota jise mere dard se taqlif to hot
Bin Tere Sajna Guzara Nhi Hoga Koi Itna Dunya Me Pyara Nhi Hoga Dilo K Saudagr To Milne K Lye Betab HaiMgr Ye Ankho Ka Sauda Dubara Nhi Hoga.
Meri Ankho K Sagar Me Jalan Kese He Aaj DilKo Tadapne Ki Lagan Kesi He Baraf Ki Trah Pighal Jaygi Zindgi Mujse Pucho Mohabbt Ki Lagan Kese He