Zindagi Kya Koi

Zindagi Kya Koi
Zindagi Kya Koi Nisaar Kare, Kis Se Duniya Me Pyaar Kare, Apna Saya Bhi Apna Dushman Hai, Kaho Ab Hum Kis Pe Aitbaar Kare...
  

Jan, 28 2012     124 chars (1 sms)     1461 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Jidher bhi jaoon nazar mein us ka chehra rahta hai.... Woh mere dhiyan ke sabhi raastoon mein rahta hai... Bichadh kar us se pereshan mein to hoon.... Per suna hai wo bhi uljhanoon mien rahta hai...
Humne b kisi se pyar kiya tha.Rahon me khade intzar kiya tha,Bhul unki nahi humari thi,Q kUnhone humse nahi,Humne unse pyar kiya tha.
Aarzu Hogi Hazaro Ko Tumhri,Chahne Wala Hm Sa Dikhao To Sahi,Bujha Sake N Jinhe Zamane Ki Aandhiya,Teri Yad Me Aise Chirag Jalate H
usne kaha bas itni mulaqat bahut hairo ro ke kaha thehro abhi raat bahut hai aansoo mere thum jaaein to phir shauq se jana aise mein kahan jaoge barsaat bohat hai
Kismat k bharose pyar kiya nahi karte., darr darr k hum kabhi jiya nahi karte., Dil tutne ka dar unko hoga., jo bichadne k darse pyar kiya nahi karte
Mazbur Ham Nahi Ki Apko Bhul Jaye,Khilona Ham Nahi Ki Yuhi Tut Jaye,Dua Se Kharida Hai Hmne Ap Ko,Daulat Se Nahi K Rakh K Bhool Jaye...
Mahaj gulab mohabbat ka pegam nahi hota.yuhi kisi par aitbar nahi hota.pyaar to hota he man ki nirmal bhavna se.varna yuhi Radha-krishna ka naam nahi hota.
Unhe Pyar Karna nahi ata, aur hame Pyar ke sivay Kuch nahi ata... Jine ke sirf ye do raste hai, ek unhe nahi ata aur ek hame nahi ata...
Kabi na bhule apke hoth muskurna kabi na khatm ho apki khushiyo ka khazna apko jahan ki hr khushi mile chahe khuda ko pade zamen pe ana
Rona bhi chaho toh woh rone nahi deti,Woh Shakhs toh palke bhi bhigone nahi deti.Aati hai khyaalon mein kaun ye aksar?Jo mujhe kisi aur ka hone nahi deti.
Roop se aksar pyaar nahi hota,man chaha sapna sakar nahi hota.har kisi pe na mar mitna mere dost,har kisi ke dil me sacha pyaar nahi hota
DiL Behal Jye To Chor Dete Hai Log Koi Aur Mil Jye To Chor Dete Hai Log 4 Din Ki Chandni Ki Qdr Krna Dost Chandni Dhl Jye To Chor Dete Hai Log