AAP TU CHAND HO JISSE SAB LOG YAAD KARENGAI... HUMARI KISMAT TU TARON JAISI HAI.... YAAD TU DOR...LOG APNI DUA K LIYE HUMARE TUTNE KI FARIYAD KARENGE.......
Zindagi mai kuch na mila humko to kya gum hai Aapka pyar mila humko kya ye kam hai Aapki dil mein ek chotisi jagah jo palun to woh jagah kya tajmahal se kam hai
Jo tune diya use har pal yaad karenge, Har pal tere milne ki Faryaad karenge . Chale aana jab kabhi khayal aaye MERA, Hum roz khuda se pehle tujhe yaad karenge.