Tujehe dekhna chahta

Tujehe dekhna chahta
Tujehe dekhna chahta hoo har pal shayad tujhe bahut pyar karta hoon kal tak to tujhe jaanta bhi na tha aaj tera intezaaar karta hoon
  

Jan, 30 2012     132 chars (1 sms)     1122 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Dil ki aawaj ko ikarar kahate hai Zhuki nighaho ko izhar kahate hai Khuch pane ka naam hi pyar nahi hota Kuch khone ko bhi pyar kahate hai
Nasha jaruri hai jindagi k liye,par sirf sharab hi nahi hai bekhudi k liye,kisi ki mast nigahon me doob jao,bada hasin samundar hai khudkushi k liye.
MAHOBAT KARNE VALO KO DIVANA KAH DIYA SAMA PAR JAL NE VALO KO PARVANA KAH DIYA MAHOBAT KO DAFNAYA PATHR KE NICHE AUR LOGONE USE TAJ MAHEL KAH DIYA.
Jab b aapki yaad aati hai, mere honthon pe ye fariyad aati hai, khuda khush rakhe aapko hr haal me, kyunke hmari khushi to aaj b aap ki khushi ke baad aati hai.
Kuch pal ki khushi apke sath me thi,aisi koi lakeer hamare hath me thi,dur rehkar b apko yaad karte hai hum,koi bahut pyari si baat humari mulakat me thi.
Chaman Ko Sajaye Bahut Din Ho Gaye,Tume Pas Bulaye Bahut Din Ho Gaye,Kisi Din Achanak Chale Aao Tum Hume Muskraye Hue Bahut Din Ho Gaye.
phir din dhal gaya,fir raat aa gayi ,fir tanhai me baithne ki baat aa gai,abhi to taron ki panah me beithe hi the ,chand ko dekha to un ki yaad aa gai.
Chaahat teri, zehen pe chhati hi jaa rahi, Surat teri dilon me basti hi jaa rahi, Tera pyar mile ab, ya tera gham mile muze, aadat tere khayaal ki badhti hi jaa rahi..
Is zindagi se pyar kis namurad ko hai, Mar-mar k ek farz ada kr rahi hu, Ho to kisi tarha kaid se rihayi bas yahi dua subah saam kr rahi hu.
:Khubsurat hai vo itna saha nahi jata,Kaise hm khud ko rok le raha nhi jata,Chand me daag hai ye jante hai hm,Lekin rat bhar dekhe bina usko raha nhi jata.
Humne b kisi se pyar kiya tha.Rahon me khade intzar kiya tha,Bhul unki nahi humari thi,Q kUnhone humse nahi,Humne unse pyar kiya tha.
Ek din ki Aashiqi hum nahi krte,Tamam umar sath nibhate hai,Unhe bhi nahi Bhula pate,Jinhe hum yaad nahi aate hai.