Aankho aankho Se

Aankho aankho Se
Aankho aankho Se Door Dil Ke Qareeb Thi,Mein Us Ka Wo Mera Naseeb Thi,Na Kabhi Mili Na Juda Hui,Rishta Hum Dono Ka Kitna Ajeeb Tha..
  

Jan, 28 2012     132 chars (1 sms)     1136 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Kashish honi chahiye kisi ko yad karne ki, Lamhe to apne aap mil jate hain. Waqt hona chahiye kisi k saath gujarane k liye, Bahane to apne aap mil jate hain !
Manjur Nahi Thi Tumse Judai,Rula Dia Muje Dard K Ansuo Me,Chup Rahi Wo Masoom Si Dulhan,Jo Pyar Bankar Chali Thi Tere Angan Me.
usne kaha bas itni mulaqat bahut hairo ro ke kaha thehro abhi raat bahut hai aansoo mere thum jaaein to phir shauq se jana aise mein kahan jaoge barsaat bohat hai
Ye Kon Chl Diya Mera Shehr Chor Kr Ankhon Mai Rah Ke Dariya Nichor Kr Hum Sari Raat Dkhtey Rhey Chehra Unka Kbhi Sheesha Toor Kar Kbhi Shesa jor KAR
Gham ke aansu dikha nahikarte, Apna haq aap par jata nahi sakte, Anmol ho tum meri nigahon mein, Yeh baat hum aapko bata nahi sakte.
Mila Ke Nazar Nazar Loot Lenge,Ye Befawa Jalwe Jigar Loot Lenge,Hasino Pe Hargiz Bharosa Na Karna,Khuda Ki Kasam...Ghar Ke Ghar Loot Lenge..
Dard denewale bahot milte hain,Magar dardlenewale kam milte hain,Nazuk waqt me hume yaad karna,Kyuki zindagi me chahnewale bahut kam milte hain
hum mohabbat ki numaish nahi karte,hum lafzon ki paimaish nhi karte,jise chahte hai toot k chahte hai,badle me chahne ki khawish nhi krte
Pal pal ne kaha ek pal se pal bhar ke liye tum mere ho jaao pal bhar ka saath kuch aisa ho ki har pal hi yaad aao.
Ap ko bhul jane ka hosla na hua,dur rehkar b dil juda na hua,apse milkar kisi se kya milte,koi ap jaisa DOOSRA na hua....
Ishq Kar Ke Uska Intezar Paya Hai,Tanhayi me Bhi Har Taraf Use hi Paya Hai,Mil Jaye Khuda To Puchenge,Kyun Tune Sirf Hume Hi Aazmaya hai.
Unhon ne apnaa Hath Barhaya hai, Faqat mujhe thamnay k liye, Per main unse ye kese kahon? Mujhe Hath nahi Sath chahiye.