Jab tak jindagi

Jab tak jindagi
Jab tak jindagi hai, ye pyar rahega, ay dost meri aankho me tera hi intejar rahega. apni jindagi ki sabse khubsurat pal me muje sirf aapka intejar rahega...
  

Jan, 28 2012     156 chars (1 sms)     1256 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Na karo wo wada jise tum nibha na sako, na chao use jise tum pa na sako, pyaar kisi ka kahan pura hota hai, pyar ka to pehla akshr hi adhura hota hai.
Raat ki karwato ko badgumani hai, Jo bhi chahe karle manmani hai, Sawarta hai ishq raat ki julfon me, Pyar se liptne ki chahat hi jindagani hai.
ISHQ ibadat hai khone mat denaBEWAFAI gunah hai hone mat denaAgar apne bhi kisi se pyar kiya hai to apko KHUDA ki KASAM USE RONE MAT DENA
Chaha hai tuju ko chahat sy zayda..Samja hai tuj ko mohabbat sy zayda..Ye main janta hoon ya Dil janta hai.......
HUMARE MUSKURANE KI WAJAH AAP HO HUMARI ZINDAGI KA MATLAB AAP HO HUME MILEGI JAB B KHUSHI HUM SOCHENGA KHUDA SE DUA KARNE WALE AAP HO
Shikaayat hai unhe, ki hame mohabbat karna nahi aata.... Shikve to iss dil ko bhi hai, par ise shikaayat karna nahi aata.
Bas kya yahi tak tha saath hamara intejar hi karte rahe hum tumhara, kab hogi is kambakht dil me roshni aur kab hoga pyaar ka izihaar tumhara.
Na Poochhna Hamse Wafa Kyu Na Kar Sake,Ke Yaadein Bahut Rulati Hai,Saath Hote Huve Bhi Saath Na De Sake,Ke Kismat Aise Bhi Kabhi Rang Lati Hai.
Titliyan phoolon par mandrati hongi bhavaron ka mann lubhati hongi hum bhi yad karte hain aapko...... 'HICHKIYAAN' to aap ko bhi aati hongi.
Dil me dard-e-ulfat K siva kuch nhi zindgi me teri ibadat k siva kuch nhi mai tohfe me kya pesh kru mere daman me tere pyar k siva kuch nhi
Yeh meri talash ka jurm hai ya meri wafa ka kasoor jo dil k jitne kareeb hai wo nazro se utna hi dur hai.
Mohabbat Ki Zanjeer Se Dar Lagta Hai Kuch Apni Taqdeer Se Dar Lagta Hai Jo Mujhe TUJ SE" Juda Karti Hai,Haath Ki Uss Lakeer Se Dar Lagta hai.