Dil hona chahiye jigar hona chahiye,Aashki k liye ik huner hona chahiye,NaZar se NaZar milne par ishq nahi hota,Nazar k us paar bhi 1asar hona chahiye.
Nanhe Se Is Dil Me Armaan Koi Rakhna, Duniya Ki Is Bheed Me Apni Koi Pehchan Rakhna, Acche Nahi Lagte Jab Rehte Ho Udaas, In Hotho Pe Sada Muskan Wahi Rakhna.
Har phool ki ajab kahani hai, chup rehna bhi pyar ki nishani hai, kahin koi zakhm nai phir bhi kyun dard ka ehsas hai, lagta hai dil ka ek tukda aaj bhi uske paas hai.