MIT JAYE DHURI

MIT JAYE DHURI
MIT JAYE DHURI AGAR TUM CHAHO NA KOI HO MAJBURI AGAR TUM CHAHO WESE TO HAIN HAME CHAHNE WALE BOHT MAGAR MERI YE HASRAT HAI MUJHE SIRF TUM CHAHO..
  

Jan, 28 2012     145 chars (1 sms)     2653 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Rango ki fuhar se tarbatar huye kuch aise wo..Andaaze khafa se chaldiye..Uff Andaaz apna dekhte hai aaine me wo..Aur ye bhi dekhte hai..Koi dekhta na ho
Shikayatein to itni kar di tumne,ki reh n gaya kuch keh jaane k liye.pyaar kiya maine kabhi tumse,ye kafi tha zindagi bitaane ke liye
Maine Socha Tha Inkar Kar Dun,Magar Ikraar Hota Chala Gaya,Likha Tha Baad Mein Dhoka Khana,Isliye Mujhe Pyar Hota Chala Gaya.
Tum dur ho magar ye ehsas hota hai,koi hai jo har pal dil k pas hota hai,yad to sabki aati hai magar,aapki yad ka andaz kuch khas hota hai..
mhoohabat ke izhaar ko jootha na samajhiye ger chod jaaye koi to use dhokha na samajhiye
Hasin chehre par kabhi aitbar na karna,tod dete hai wo dil kabhi pyar na karna.hai guzarish sab se meri marr jaoge,wona ayenge kabhi isliy intezar na karna
Sham Say Pehaly Lot Aana Yuun Dil Naa Jalana, Aur Jab Jab Yaad Aayegi Meri Negaun May Chaha Jana
Mere Wajud Me Kash Tu utar Jaye Mai Dekhu Aaina or Tu Nazar AyeTu Ho Samne Aur Waqt Thehar JayeYe Zindgi Tujhe Yuhi Dekhte Hue Guzar Jaye
Tum bhool kar to dekho humeinhar khushi tumse rooth jayegi,jab bhi sochoge doston ke bare mein yaad humari khud bakhud ayegi.
Teri Awaaz se pyar hai hame itna izhaar hum kar nahi sakte. hamare liye tu uss khuda ki tarah hai jiska didaar hum kar nahi sakte..
"DIL KA PYAR SE BADA GEHRA NATA HE ISLIYE YE HAME BAHUT KUCH SIKHATA HE PYAR HAME SIKHATA HE AJANABI KO APNA BANANA"AUR DIL BHI KAMBAKHT USIKA SATH DETA HE"
Khuda se kya mangu tere vaste?Sada khushiyonse bhare ho tere raste Hansi tere chehre pe rahe kuch es tarh Khushbu phulke sath rehti he jis tarah