Her tarah se bholne ki koshish ki hai tumhe.. kya kahein ki her ek pal mein tumhari yaadein hai.. Bhoolker tumko nahi bhool patein hai kyonki bhoolne ke liye tumhe hi to yaad karte hain...
PYAAR MITTA NAHI MITANE KE KABIL BANA DETA HAI.. PYAAR MARTA NAHI MARNE KE KABIL BANA DAETA HAI.. DIL DE KAR JANTE HAI LOG EK BAAT JO PURANI HAI.. KAHTE JISKO ISHQ WO ZEHER KA PAANI HAI........
Mahek unki aaj bhi meri sason me hai, har ek adaa unki meri in aankhon me hai. woh bhale mita de dil se mera wajud, Magar unki jagah aaj bhi meri in yaadon me hai.