"Tute hue paimane

"Tute hue paimane
"Tute hue paimane me kabhi jam nahi ata, ishq k marizo ko aram nahi ata,e dil todne wale ye jan liya hota k tuta hua dil kisi kaam nahi ata.
  

Jan, 27 2012     140 chars (1 sms)     1221 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Khusboo ne phool ko ek ehsaas banaya, Phool ne baagh ko kuch khaas banaya, Chahat ne mohabbat ko ek pyaas banaya, Mohabbat ne ek aur Devdaas banaya.
Hum Use Bhula Kar Bhi nahi Jee Sake,Hum Use Yaad Rakh Kar Bhi nahi Jee Sake,Mar Jaate Kabke Unke bina,Par UNKI BAAHON KE BINA MAR BHI NA SAKE.
Jakhm itne gahare he ki ijhar kya kare, ham khud nishana ban gaye, war kya kare, Mar gaye ham par khuli rahi aankhe, aab isase jyada unka intejar kya kare?
Socho k pani se juda hokar Ye Machhliyaan kyo tadap kar mar jati hai,Na malum tha unko k nazdikiya adat aur adat aksar Jindagi ban jati hai
sari duniya thai mere janaje ke piche, ek wo hi nahi thai mere janaje ke piche, ho bhi to kese, uska janaja tha mere janaje ke piche.
Ek khoobsoorat dhokha hai ishq yaaro, Hai har mohobbat ek jhoot yaaro, Jitni khoobsoorat ho sajan utni gehri hai wo bewafaai yaaro, Na yakin ho, to mere mehboob ki tasveer hi dekhlo yaaro…”
UNKI YAAD ME SAB KUCH BHULA BETHE HE CHIRAG KHUSHIYO KE BUJHA BETHE HE HUM TO MARENGE UNKI BAAHO ME YE SHART MOUT SE LAGA BETHE HE
Ruth gya hai mujhko manane waala Ab koi nahi naaz mera uthaane wala Per jaane kya sonchta hai Yeh khula darwaaza Shayad rasta bhool gaya, aaane waaala
Kuch Pathar Me Phul Khil Jate Hai,Kuch Anjane B Apne Ban Jate Hai,Is Katil Dunia Me Kuch Lash Ko Kafan B Nasib Nahi HotaTo Kuch Lash Par Tajmahal Ban Jate Hai
Ye duniyawale bhi bade ajeeb hai,Kabhi hamse door to kabhi kareeb hai,Dard na bataye to hame kayar kehte hai,Aur dard bata de to hame Shayar kahte hai
Wo hi kaante mere dil ko chub jayenge. Dard aapke hatho me hoga. Par log us dard ko meri aankho me payenge.!
Vada hamne kiya tha nibhane ke liye, ek dil diya tha ek dil pane ke liye, unhone mohabbat sikha di or kaha, hamne to mohabbat ki thi tumhe aazmane ke liye.