A kash shayri

A kash shayri
A kash shayri hum bhi likh pate,lafzo k khel hum bhi khel pate.khuda ne dil per chot kuch aisi di,aasuo ko chupake kash hum bhi muskura pate
  

Jan, 27 2012     140 chars (1 sms)     960 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Bhule hai voh kuch is tarah hamein,k unhe samjhna b mushkil ho gaya,kya pata koi khata ho gayi humse,ya koi aur unke zyada kareeb ho gaya.
Khwaab Dekha Bhi Nahi Aur Tut Gaye Woh Humse Mile Bhi Nahi Aur Ruth Gaye Hum Jaagte Rahe Duniya Soti Rahi Ek Baarish Hi Thi Jo Saath Roti Rahi.
Lafz ki shakal me ehsas likha jata he,Yani garmi ko pyas likha jata he,Mere jazbat se wakif he kalam b mera,Me wafa likhu to tera nam likha
Ruth gya hai mujhko manane waala Ab koi nahi naaz mera uthaane wala Per jaane kya sonchta hai Yeh khula darwaaza Shayad rasta bhool gaya, aaane waaala
Dil ka dhadakna jaari hai tere jaane ke baad, Tu bhi khush hai apni duniya basane ke baad, Ye baat aur hai ke ab jeena wo jeena nahi, Hum aaj bhi Gham-deeda hain tujhe bhulane ke baad......
aankhon mey hamesha ek sapnaa rakho, yahaa aainaa koi nahi hai........ hothon pey hamesha muskuraahat rakho, yahaa gam kaa kharidaar koi nahi hai
Dil ko manana agar hota aasaan, Na karta ye kisi ko yu pareshan Tanha na rehta ye bhari mehfil me, Na hoti woh haalat jo ho na bayaan...
Dil Ko Adat Si Ho Gai Hai Chot Khane Ki, Bhigi Palko Ke Sang Muskrane Ki, Kash Anjam Hum Pehle Se Jaan Jate, To Kosish Bhi Nahi Karte Dil Lagane Ki
Aaj phir ansuo k fasane nikle ,Tute jaam k pemane nikle.Tum kabhi dil ki Baat samajh hi na paye,Aur hum tumhe dil ka haal sunane nikle.
Es dil me tanhaai thi, raat k andhere me bhi uski purchaai thi, hum toh maangte rahe unhe hur dua me, shayad humare hi haathon ki lakiro me judaai thi
Kashish to bahut he pyar me mere par koi pathar-dil pighalta nahin uparwala mile to us se mangu pyar apna Par suna he MOUT se pehle wo kisi ko milta nahi.
Jaanta Hu Ke Bewafa Hain Who, Fir Bhi Dil Ke Haatho Fareb Khata Hu. Roz Kehta Hu Ki Bhool Jaaunga Usko, Roz Isi Baat Ko Bhool Jaata Hu.