Koi mila hume

Koi mila hume
Koi mila hume chandki chandni bankar,to koi mila pariyonki khani bankar, par jis kisiko palkome bsaya humne..vo nikal gya akhoKa pani bankar
  

Jan, 27 2012     140 chars (1 sms)     1251 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Meri hatheli bhi aap apne paas rakh lo,Jab dua mango to isko bhi utha dena.Khushi mile to apna haath aage kar dena,Gam mile to meri hatheli me thama dena.
Na jeene ki khushi na marne ka gAm,gAm hai toh unse na milne ka gAm,jeete hain iss aas pe kbhi woh hmare kehlayenge,mrte isliye nehi k woh akele reh jayenge.
Na pta tha k Dil k jgah pathr bi hote he,Na pta tha k Dil k jgah pathr bi hote he,Hass k nikal Jate he woh,Yaad me jinki hum raat Din rote he
tujh se bicharne ka khayal seh nahi paata phir bhi dil ki baat keh nahi paata kyun hain aakhir zindagi mein is qadr majbooriaan maut bhi nahi aati, zinda bhi reh nahi paata
Unhone apna kabhi banaya hi nhi,jhoota hi sahi pyar dikhaya hi nhi.Galtiyan apni maan bhi jate,par kya kare,kasoor hamara hume unhone bataya hi nhi
KAHA THA US NE K APNA BANA K CHORON GA HUWA BHI YOUN K APNA BANA K CHOR DEIYA
CHAND B AP SE JLTA HOGAJB KBI WO APKI HNSI KO TKTA HOGA KITNI PYRI JHEEL SI ANKHEIN HAI APK IBADNSEEB HAI WO ANSU JO APKI ANKH S GIRTA HOGA
Koi kch b n kahe to pta kya h,Is bechain khamoshi ki wajah kya h,Unhe jake koi kahe hm le lenge zeher b,Wo srf ye batade meri khata kya h.
Chand Ko Dekh Khayal Aaya Din Bhar Yeh Khush Mizaz Rahta Hai Auro Ke Sath Aur Raat Hote Hi Chand Tanha Ho Jata Hai In Lakhon Sitaron Ke Sath.
Ishq walo se pucho unki raat ka aalam,ki unke dil ki halat kya hoti hai,samne se to vo kush dikte hai magar,unke dil ke har kone me kayamat chupi hoti hai.,
Sabhi log to kabhi acchay nahi hotay jin say such sikha ho woh bhi sachay nahi hotay,Kyun aisa hai aithbar ke toti dehlizon par jo boht he apnay hon woh bhi apnay nahi hotay.
Kitne Parvane Jale Raaz Ye Pane Ke Liye Shamma Jalne Ke Liye Hai Ya Jalane Ke Liye? Ronewale Tujhe Rone Ka Saliqa Bhi Nahi Ashq Pine Ke Liye Hai Ya Bahane Ke Liye?