Kuchh paya tha

Kuchh paya tha
Kuchh paya tha kuchh khoya tha, Bas ye sochkar dil bahot roya tha_Par aaj hum ye soch kar khamosh hai, Ke jo khoya hai kya sach me kabhi paya tha?
  

Jan, 25 2012     146 chars (1 sms)     983 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

bahut khoob hoti hai mohabbat me judai,saath deti hai har waqt tanhayi,nigahon me the har jaate hai aansu,puchti hai zindagi ab tak maut kyu nahi aayi
Tere siwa koi mere jazbaat mein nahi, aankhon mein wo nami hai jo barsat mein nahi, pane ki tujhe koshish bahut ki magar, shayad wo lakeer mere hath mein nahi
Kaise wo lot jaye k fursat use nahi,Dunia samjh rahi h Mohbt use nahi,Lagta h aa chuki hai kami uski chahat me,Kaafi dinose mujhse shikayat usey nahi
Unhe Ab Bhul Hi Jaye To Acha Hai Ye Fasle Aur Bhi Badh Jaye To Acha Hai Tumhari Chahate Hum Ko Nahi Hasil To Ab Gair Hi Ban Jaye To Acha Hai
apne dil ki dastan sunane aye hai tabah karne ke baad pyar jatane aye hai ansoo ponch liye the humne kabke magar wo phir rulane aye hai
Tanhayi ki ye kuch aisi ajab raat hai,Tujhse judi huyi har yaad mere saath hai,Kis kadar ki thi mohabat humne tumse,Soch kar huyi aaj ashqon se mulaqat hai.
Ho gayee sham kisike intzar me,dhal gayee rat kisike intzar me, phir hua savera kisike intzar me,intzar ki adat pad gayee kisi k intzar me.
Smjte h wo k pathar h hum,unko thokar maar jaynge,bewfa 1bar kehde nafrat h humse,khuda ksam pathar to kya phul banke bhi raho me nahi ayenge
Uski mohabbat ka abhi nishan baki Hai, Naam lab par Hai jaan baki Hai kya Hua jo dekh kar Muh pher lete Hain Tasalli to hai k shakl ki pehchaan baki Hai...
Ankhe thak gai mere yar ke intzar me, waqt ne luta mujhe bhare bazar me, kyu nhi ayi tu mujhse milne mujh me kami thi ya mere pyar me
Barbaad kar gaye jindgi vo pyar k naam pe, bewfaai mil gyi wafa k naam pe... Zkhm de gye dawa k naam pe, khuda b ro pada mere pyar k anjaam pe.
Unke liye jab humne Bhatakna chhod diya,yaad me unki jab Tadapna chhod diya,wo Roye bahut aakar tab hamare paas,jab hamare Dil ne Dhadkna chhod diya.