Raat Ka Andhera

Raat Ka Andhera
Raat Ka Andhera Ek Saugat Lata Hai,Din Ka Ujala Ek Inteqam Lata Hai,Aap Humare Saath Ho NaHo,Dost Hawa Ka Har Jhoka Apki Yado Ka Paigam Lata Hai
  

Jan, 24 2012     144 chars (1 sms)     1488 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Chhote se dil mein gum bahot hai zindagi me milte har pal zakhm bahot hai maar hi dalti kab ki ye dunia kambakht kuch dosto ki duao me dam bahot hai
Zindgi aisi hai jitni jiyo utni kam hai gum ek aisi cheez hai jisme jitna doobo utna kam hai par dosti ek aisa rishta hai jitna samjo utna kam hai.
Rishte hote hai jindagi bitane k liye, hum apni hasti mita de ise nibhane k liye,
hoti nahi dosti surat se, dosti to dil se hoti hai. surat unki khud hi pyari lagti hai, kadar jinki is dil mein hoti hai
Dost to ruksat ho jaate hain, par kuch yaadon ke daayre ban jaate hain. Bhool jaana to insaan ki fitrat hai, par kuch acche Dost yaadon mein bas jaate hain...
Fiza mein mehekthi shaam ho tum,Pyar mein jhalaktha jaam ho tum,Tumhe dil mein chupaye phirte hain Aai dost meri zindagi ka dusra naam ho tum!
Har EK Jazbat ko Zuban nahi Milti,Har Ek arzu Ko Dua nahi MiltiDosti Banaye rakho to Duniya hai Sath,varna Aansu ko Bhi Aankhon Me Panah Nahi Milti.
Dosti ka daman kabhi na tute,tum humse hum tumse kabhi na roothe,Is kadar dosti ko nibhayenge ki,ye dhadkane khamosh ho jaye par ye dosti na tute.
Aapki yaad mein aankhe nam hain, Bas aapse milne ki aas hai.,,,,,,,, Chahe dost kitne bhi kyun na ho. Apne liye to bas aap hi khas hai
Yaad nahi karogeto karwayenge,Ruthe hoge tomanayenge,Udas hoge tohasayenge,Mano na Mano,DOST hai aapke,Aapko Pareshankarne ka haqq nahi gawayenge.
Dosti gunah hai to hone na dena, dosti khuda hai to khone na dena. Karte ho dosti jab kisi se, to kabhi us dost ko rone na dena.
Sari umar aankho me 1 sapna yad rahega, sadiya beet jayegi wo lamha yad rahega. Jane kya bat thi un dosto me, mehfil bhul jayege bas wo dostana yad rahega.