Sapne tut jate hai, apne ruth jate hai, zindagi me aaise mode aate rehete hai. per saath ho tum jaise dosto ka to rahon ke kaate bhi phool ban jate hai.
Aapki aakhon me hume mil gayi panah,chahe samjho dillgi ya samjho gunah,bhale hi koi hume pagal karaar de ya deewana,hum to ho gaye aapki dosti me FANNAAA.
Woh zindagi hi kya jis mein friendship nahi, Woh friendship hi kya jis mein yaadein nahi, Woh yaadein hi kya jis mein TUM nahi, or woh tum hi kya jis k saath HUM nahi