Logo ko aksar

Logo ko aksar
Logo ko aksar kehte suna: “Zinda rahe toh phir milenge”. Magar aap se mil ke Isha dil ne mehsoos kiya hai ki, “Aapse milte rahe toh Zinda Rahenge
  

Jan, 24 2012     145 chars (1 sms)     1046 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

DOSTI mein itna pyar lao ki,dekhne wale dang rah jaye,khuda bhi aake Tumse puche,kya hum bhi Tumhare Dost ban jaye.
Yeh hamari kismat hay ki aap hame dost kehte hai, Dur hokar bhi yaad karte hai, Waqt aane par hum bhi dikha denge, Dosti ka haque kaise ada karte hai
KHUDA AAP JAISA DOST KOI AUR NA BANAYE, EK HI TO CHEEJ HAI JO HAMARE PAAS HAI, KAHIN WO BHI COMMON NA HO JAAYE.
:Aapse Jab Hamari Yaari Ho Gayi.Duniya Humari or B Pyari Ho Gayi.Pehle Hum Kisi B Cheez K Aadi Na The.Par ab Aapko Yaad Karne ki bimari ho gayi
Dur tum kitne bhi chale jao, mere paas hameshA tum rahoge Phool murjha jaaye chahe saare, Tum mere dil me fir bhi khilte rahoge
Mere aane ki aahat pe shama jalai hogi... kabhi judai ke gum se aakh bhar aai hogi... fikar na kar mere yaar... us rabne milne ki koi to sham banai hogi
Kanto k badle phool kya doge Ansu k badle khushi kya doge Hume to chahiye apki umra bhar ki dosti.Bolo is sawal ka jawab kya doge?
Shukra Hai Khuda Ka Aapne Hame Dost To Mana,Vada Kiya Dosti Ka To Padega Nibhana,Ek Bas Aapki Dosti Hamko Nasib Ho,Uske Baad Chahe Hamko Mile Na Zamana
Ye dosti chirag hai ise jalaye rakhna,ye dosti gul hai ise khilaye rakhna,hum rahe na rahen is jahan me bas hamari yaad dil me basaye rakhna.
Pyar karne wale Pyare nahi hote, Dil dene wale Dildar nahi hote,Prem karne wale Premi nahi hote, Lakin roz YAAD karne wale "DOST" Zarur hote hain.
Dosti yaqeen par tiki hoti h,ye dewar badi muskil se khadi hoti h, fursat mile to padna kitab risto ki,dosti khoon k rishte se badi hoti hai
Yahi to khubsurat dosti ka nata hai, jo bina kisi shart ke jiya jata hai,rahe duriya to parwah nahi,dost to harpal DIL me basaya jata hai.