Ae khuda apne chaand par itna gurur na kar, ek chaand sa dost hum bhi rakhte hain. Jab tarif hoti hai tere chaand ki, log misaal mere dost ki dete hain.
Karti hain saanse, Bas 1 hi ishara. Duaon mein meri, Bas naam hai tumhara. Thamm jaaye yeh sama yahin par, Nahi chahiye hume ab, Koi DOST TUMSE BHI PYAARAA.