Ful ki shuruwar

Ful ki shuruwar
Ful ki shuruwar kalise hoti hai, Zindagiki shuruwat jaan se hoti hai, Pyaar ki shuruwat dostise ... Aur dosti ki shuruwat aapase hoti hai !!!
  

Jan, 24 2012     141 chars (1 sms)     1101 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

sochte hai kya khoya kya paya? khone ka to hisab nahi, yaad raha to bas itna ki DOST tumhare jaisa paya
Daag ansuon se dhoye hain, Jab bhi tanha huye hain roye hain, Dil mein kyonkar na uge yaad teri, Dil mein tere hi khawab boye hain.
Dil tutna saza hai mohabat ki. Dil jodna ada hai DOSTI ki.Mange jo kurbani wo mohabat hai. Jo bin mange ho jaye kurban wo hai wafa DOSTI ki.
Lafjo ki trah dil ki kitabo me milenge,bn k mehak apko gulabo me milenge.milne k liye hamse e dost jra theek se sona,aj hum tumse khabon me milenge....
PHOOL bankar muskurana zindagi hai.. MUSKURA ke gum bhulana zindagi hai.. Mil kar khush hue to kya hue.. Bina mile rishte nibhana zindagi hai..
Kabhi Kabhi teri palkon pe jhilmilaaun mein, Tu kare intzaar aur na aau mein, Samunder mein le ja kar fareb na karna e-dost, Tu kahe to kinare pe doob jaau mein
Mulakat maut ki mehman ho gayi, Nazar ki duniya veeran ho gayi, meri saase bhi meri nahi, ye zindgi aapki dosti par kurbaan ho gayi...
Kal fir yehi sama hoga ham me se kaun na jane kaha hoga. murzaye ful to mil jaynge kitabo me, par bichade hue dost ka shayad hi koi pata hoga
Dil todna hamari aadat nahi, dil hum kisi ka dukhate nahi. Bharosa rakhna meri Dosti pe, dil me base ke hum kisi ko bhulate nahi....
Mana k pyar ka akshar adhura hota he,Par us aadhe ko kaat dalo to yar hota he, Or itna yad rakna mere Dost yaro me hi sahi Pyar hota he!
Aap ki dosti ki tarif juba pr aane lagi,Aapse dosti ki or jindgi muskrane lagi.Ye meri dosti hai ya aapki khubiya, Ki meri har sans se aap k liye dua aane lagi
Kisi din hamari lena khabar, ki kya beet rahi hai tere bagair, chalte hue raho me rakhana najar, k kabhi tere kadmo ke niche na ho meri kabar