Yadon ke sahare

Yadon ke sahare
Yadon ke sahare duniya nahi chalti bina kisi sayar ke mehfil nahi banti ek bar pukaro to ae doston qki doston ke bina ye dhadkne nahi chalti
  

Oct, 27 2012     141 chars (1 sms)     1392 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Bhige mosam ki khushbu hawaon me ho. Apki dosti ka ehsas fizao me ho yu hi sada rahe apke hoto pe muskurahat itna asar meri duao me Ho .
Majboor Hum Nahi Ki unko Bhool Jaye Khilona Ham Nahi Ki Yuhi Toot Jaye Dua Se Kharida Hai Humne apni DOSTI Ko Daulat Se Nahi Ki Rakh Ke Bhool Jaye
Dil todna hamari aadat nahi, dil hum kisi ka dukhate nahi. Bharosa rakhna meri Dosti pe, dil me base ke hum kisi ko bhulate nahi....
Apni who mulakat kuch adhuri lagi,pass ho k bhi duri Lagi,hoto pe hasi aur aankho me majburi lagi, zindgi me pehli Bar kisise dosti achi lagi!!
Rishto ki dori kmzor hoti haiAnkhon ki batein dil ki chor hoti haiKhuda ne jb b pucha dosti ka mtlbHmari ungli apki sirf apki or hoti hai
Registan k tufan ruka nahi karte, samndar k pani suka nahi karte, aap hame SMS Kare ya na kare, par ham Dosto k inbox khali chhoda nahi karte
Kabhi dost kahte ho,kabhi dua dete ho,kabhi bewaqt neend se jaga dete ho,par jab bhi sms karte ho,zindagi ke sare gum bhula dete ho....
Muskurao aap to phool khil jaye.baat karo to dil machal jaye.Itni dilkash hai aapki dosti.dost to kya dushman bhi aap par fida ho jaye
AISI VESI BATON SE RUTHA NAHI KARTE, DIL JAB JUDTE HAIN TOOTA NAHIN KARTE.
Aashman se barse moti jo bikhrne se toot na jaye, dosti aisi mat karna aaj rahe kal toot na jaye.
Zindgi bhar Aapka sath HUM denge Girne lago aap to apna hath HUM denge IS riste s badhkr koi rista nhi APNI DOSTI KI AISE SOGAT DENGE HUM
ZINDAGI NAHI HAI HAMEIN DOSTOON SE PYAARI.. DOSTO PE HAAZIR HAI JAAN HAMARI.. AANKHON MEIN HAMARI ANSOO HAI TO KYA... JAAN SE BHI PYAARI HAI DOST MUSKAN TUMHARI...