Dava bhi kam

Dava bhi kam
Dava bhi kam na aaye, Dua bhi kam na aaye. Bas dost teri muskurahat kam aaye
  

Jan, 24 2012     76 chars (1 sms)     1001 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

0 bewafai kabul hai wafai ke liye, 0 ansu kabul hai hansi ke liye, Hum to mohtaz hai aapke pyar ke, 0 dushman kabul hai aapki dosti ke liye
Guzra hua waqt dubara nahi aayega, marne ke baad kisi Ko pukara nahi jayega, mere dil Ke jis Kone me teri tasveer lagi hai, teri Kasam yaar us taraf Koi dubara nahi jayega.
Behte ashkon ki zuban nahi hoti Lafzon mein mohabat bayan nhi hoti Mile jo dost hum jisa to kdar krna Kismat hr bar meherbaan nahi hoti
khusnashib ho aap jo hum aapke dosti ko itne shddat se chahte hai varna hum to who shaksh hai khowbo me bhi appoiment se aate hai
Gadha jo khaaye wo Ghaas ho tum,Buddhe ka Chyawanpraash ho tum,Idiot, stupid, bakwaas ho tum,Par jo bhi ho! Yaar! Dost Jhakaas ho tum.
Muskurao aap toh phul khil jaye,bante karo toh dil machal jaye,Itni dilkash hai aap ki dosti,Dost toh kya dushman B aap par fida ho jaye.
Rishte to sabi anmol Hote He par Ise ahmiyat kuch achhe Log dete He Dilto sabi ko deta He khuda par Isme Jagah kuch aap Jese Dost Hi lete hain.
Teri dosti mein nasha hai, Tabhi to yeh duniya humse khafa hai, Na karo humse itni mohabbat dost, Ki dil hi puche dhadkan kahan hai.
Anjaan si mulakat pahchan ban gayi,ek mithe se rishte ki jaan ban gayi,do kadam tum chale,do kadam hum chale aur dosti ki rah kitni asan ban gayi...,
WO CHOTI SI IBADAT BADA SILA DEGI, GULAB TARAH CHEHRA KHILA DEGI, MAT CHODNA HAMEN YAAD KARNA HAMARI YADEN HI TUMHE HUMSE MILA DEGI...
Hm Gum Ki Rat Khyalon M Kat Dete He Mile Jo Din Ujlon M Bant Dete He Hm DARD-E-DILKo Boht Aziz Rkhte He Mile Jo Khushi Zmane M Bant Dete H
Ye chamakte sitare kis kaam ke Ye haseen nazare kis kaam ke Jise tufan se takrana acha lage Uske liye kinare kis kaam ke