kisi ka pyar

kisi ka pyar
kisi ka pyar pane ki tamanna nahi, aap jaisa dost ka dular mile itna kafi hai aap chahe humein milo ya na milo, par humein yaad karte raho bas itna kafi hai
  

Jan, 24 2012     156 chars (1 sms)     1063 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Dosti karna accha hai, Dosti nibhana farz hai, Dosti todna bewkufi hai, or dosto ko disturb karna... "Haq banta hai yaaar"
Kar ja kuch aisa yaari me, ki thanx aur sorry words bemani lage,nibha aisi yaari ki,yaar ko tumhe chodna mushkil aur duniya chhodna aasan lage.
Tum bhulakar to dekho humein, har khushi tumse rooth jaayegi. Jab bhi sochoge doston ke bare mein, yaad khub-b-khud hamari aayegi.
Har insan ki alag pehchan hoti hai, per hamara sms ki alag hi shaan hoti hai, har kisi ko karte nahi sms, magar jis ko karte hai us me hamari jaan hoti hai
Yakin pe yakin dilate hain dost Raah chalte ko bewakuf banate hai dost Sharbat bol kar daru pilate hai dost Par kuch bhi kaho saale bahut yaad ate hai dost.
Doston maut se darta kaun hai, Pyar ho jata hai darta kaun hai, Tum jaise Dost par to dunia kurban hai, aur tum puchhte ho ki hum par marta kaun hai.
Dosti k liye dosti hai 1 afsana, Milna bichadna dastur purana, Fir bhi sanjoye rakhna milne ka bahana, Taki barkrar rahe hamara yarana.
Dil Hai hamara, Dil me hai naam tumhara, Har yaad me hai chehra tumhara, Sath nahi to kya hua,Zindagi bhar ye rishta nibhane ka wada hai hamara..
Jo tu chahe wo tera ho, roshan rate aur khoob-surat savera ho, jaari rakhege hum duao ka silsila, kamyaab har manzil par dost mera ho.........
Raj k damanme Ansu gira kar dekhoDosti kitni sachi hai Azma kar dekhoApko vulkar kya hogi dilki halatkisi aainepe pathar girakar dekho.
Pyar karnevale PARESAN ho jate he Shadi karnevale SHARABI ho jate he, Divorce denevale DEVDAS ho jate he, Ham se Dosti karnevale MSG SE MEHARBAN ho jate he
Zindagi zakhmo se bhari hai, waqt ko marham banana seekh lo. Harna toh hai hi maut ke hatho ek din, Filhaal zindagi ko jeena seekh lo dost