Mushkilo se ghabra

Mushkilo se ghabra
Mushkilo se ghabra K ab jeena nahi chahte, Dur tumse hoke ab rahna nahi chahte, Yun to Dost bahot bane is zindagi mein, Par tuz jaise Dost ko khona nahi chahte
  

Jan, 24 2012     159 chars (1 sms)     954 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Aye kalam zara dhire dhire chal. Gazab ka mukam aya hai, thehar ja kuch pal ke liye. Teri nok ke neeche mere DOST ka naam aya hai.
kuch log dosti ko gum samajte he jo gam samajte he wo kam samjte he is tarah waqt guzar raha he dosto k bina ye koi nahi sirf hm samajte he....
Gilla tumse nahi kyunki gilla hum apnie mujburiyo se karte hai aap aaj hamare karib na sahi yah dost mohabhat to hum teri duriyo se bhi karte hai
BHULA DENA USEY!JOJO RULA JAYE.. YAD RAKNA USEY. JO NIBHA PAYA! WADE TO BAHUT LOG KARENGE MAGAR DIL KI BAAT USE ZRUR KEHNA JIS K BIN 1 PAL B JIYA NA JAYA
Ittefaq se hum mile, Ittefaq se aap hume pasand aaye, Ittefaq se hum dost bane, Humari dosti ab ittefaq nahi, Zindagi ki khoobsurat hakikat hai.
Koi dur hai to, koi pass hai ,ye waqt waqt ki baat hai, Hum Tum dur hai to kya hua Apni DOSTI ki yade to apane saath hai...
Kabhi yaad aaye to ek baar kehna Kabhi sagar banke in aankho se behna, Agar dost na huye to ajnabi hi rahena, Par yaar kabhi alvida na kehna!
Ae Dost Tera Haseen Naam Acha Lagta HeTere Sath Se Ye Chand Acha Lagta He Log Kehte He Teri Dosti Mai Pagal,Mujhko ye ilzam acha lagta he
bate karke rula na dena chup rahke saza na dena na de sake khushi to gam hi sahi bas ek wada karo ki zindagi me mujhe kavi vula na dena..
Kalam uthaya hai par lafz nahi milta, Jisko dhoond rahe hai who shuks nahi milta. Firte hai who zamane ki talash mein, Bas humare liye unhe waqt nahi milta.
Samandar ki lehere nhi, Meri aasuon ki ganga hain, Tera pyar naseeb nhi hua to kya hua, Tere yaad main jinda hain.
Pal Pal se banta Hai Rishta,Rishtey se banta Hai Ehsaas,Ehsaas se banta Hai Vishwas,Vishwas Se banta Hai Koi khas,Jaise Ki Aap!