Dil mein intezar

Dil mein intezar
Dil mein intezar ki lakir chhod jayenge, aankho mein yaadon ki nami chhod jayenge, dhunte firoge hume ekdin, zindagi mein ek yaar ki kami chhod jayenge…
  

Jan, 24 2012     152 chars (1 sms)     5003 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Dil ko pata tha wo zarur ayegi, dil ko pata tha wo jarur ayegi.. par kabhi socha na tha ke surprise mey wo apna Husband saath layegi!
Na Phool na Bahaar, Na Chain na Karar, Na Beer na Baar, Na bike na Car, Apni to Zindagi He sirf teri Dosti aur tera Pyaar.. Samje Mere Yaar
Ye DOSTI CHIRAAG hai ise JALAYE rakhana,YE DOSTI GUL hai ise KHILAYE rakhna,HUM rahe na rahe iss JAHAN may ,BAS humari yaad DILme BASAYE rakhna.
Pal Pal se banta Hai Rishta,Rishtey se banta Hai Ehsaas,Ehsaas se banta Hai Vishwas,Vishwas Se banta Hai Koi khas,Jaise Ki Aap!
Khuda ne agr yeh rishta banaya na hota ek dost ko duje se milaya na hota jindagi ho jati bejan agr maine aap jaisa dost paya na hota.
Yaar ne dil ka haal batana chod diya, Humne bhi gehai me jana chod diya, Jab usko hi doori ka ehsas nahi, Humne bhi ehsas dilana chod diya.....
diwanapan kuchesa tha humara unko din raat hasate gaye, mili kuch pal ki khushiya toh hum pagal ho gaye, konsi khata ki thi jalim jo hume raah me chodh ke chale gaye
Bagh mein vo madhuvan nahi Chand me vo chandni nahin Ji karta hai har ek se dosti karlun par har dost tumhare jaise nahin
Milna Bicharna Sb Qismat Ka Khel Hy Kahi Nafrat Kahi Dilon Ka Mail Hy Bik Jata Hy Hr Rishta Dunya Main Sirf Dosti Hi YahaNt 4 Sale HAI
Sanso se pyari yade hai aapaki , Dhadkan se pyari batein hai aapaki, aap ko yakin ho na ho per is zindgi se pyari dosti hai aapaki . .
Apni jindgi mein mujhe sharik samjna,koi gam ayeto karib samjna,de saku muskrahat ansuon ke badle mein,hazaron dosto mein thoda aziz samjna.
WALE KI DUNIYA ME,HUM TO SIRF NIBHANA CHAHTE HE,PATA NAHI DUSRE JANM KE BARE ME,PAR DOSTI AAPKI HAR JANM ME PANA CHAHTE HE.