Zindgi aisi hai

Zindgi aisi hai
Zindgi aisi hai jitni jiyo utni kam hai gum ek aisi cheez hai jisme jitna doobo utna kam hai par dosti ek aisa rishta hai jitna samjo utna kam hai.
  

Jun, 14 2012     147 chars (1 sms)     1644 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Ab koi aarzoo nahin Baakee ...!! Joostjoo Meree Aakhree tum ho ..!! Dostoon Se Wafa Ki ummeeden ....!! Kis Zamaane Ke Aadmee tum ho ..
Chote se Dil me gam bahut hai,Zindgi me milte har pal zkhm bahut hai,Maar dalti kb ki ye dunia,Kmbakht doston ki duaon me dum bahuthai
Dosti k panno se bhari kitab ho tum, rishton k phulon mai gulab ho tum, kuch log kehte hai k dost sache nhi hote, un logon k har sawaal ka jawab ho tum
Tohfa kya de tohfa to hume mila h,Khuda ne AAP jaisa DOST jo diya h;Wo tohfa hi kya jiska koi mol ho,Tohfa to wo h jo AAPsa anmol ho.
Kisi Ki Yaad Me Mar Jane Ki Fitrat Nahi... Aap Jese Dost Jabse Mile, Kisi Aur Ko Dost Banane Ki Jarurat Nahi.....
Apne dilki suno jazbat se kam nalo Muje yad rakho beshak mera nam nalo Apka vahem hai k hum bhulgaye APKO Aisa soch k dosti ka imtihan na lo
Dosti ghazal hai gungunane ke liye, Dosti nagma hai sunane ke liye; Yeh wo jazba hai jo sabke liye nahi, Kyunki housla chahiye dosti nibhane ke liye!
Kuchh khoye bina humane paya hai,Kuchh mange bina hume mila hai.Naaz hai hume apni takdir par, Jisane AAP jaise DOST se milaya hai.
In Umeedo Ko Tutne Mat Dena, Dil Ki Dosti Ko Kam Hone Mat Dena, Shayad Dost Milenge Hamse Bhi Ache, Par Bas Is DOST Ki Jagah Kisi Aur Ko Lene Mat Dena.
Aapki chahat hamari kahani hai,yeh kahani hi waqt ki maherbani hai, hamari maut ka pata nahi,per hamari yeh zindagi sirf aapki dosti ki deewani hai.
Hum apni dosti ko yadome sajaenge,Dur rehkar bhi band aankhon me nazar ayenge,Jab yaad karoge sms me chale aaenge
Kafi waqt laga hume aap tak aane me,Kafi fariyad ki khuda se aapko pane me,Yu dil tod ke mat jaiyega, Humne to umar gujar di aap jaisa Dost pane me..: