Khuda par bharosa hai to khuda tere sath hai, Apnon pe bharosa hai to Dua tere sath hai,Zindagi se kabhi mat harna mere Dost, Jabtak HAM tere sath hai.
Pehle kabhi ye yadein ye tanhai na thi,Kabhi dil pe madhoshi chaei na thi,Jane kya asar kar gai apki baatein,warna Istarah kabhi yaad kisi ki aatee na thi
Hum woh nahi jo tum ko ghum main shor dain, hum woh nahi jo tum se nata shor dain , hum woh hain, ke ager teri sanse ruk jae,to tuj se apni sanse jorh dain.