Haas haas k zindagi

Haas haas k zindagi
Haas haas k zindagi ki dua de gaya mujhe, woh shaks bhi ajeeb saza de gaya mujhe…
  

Jan, 27 2012     81 chars (1 sms)     1050 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

DOOR UFAQ PAR SHAAM UTAR AAI, UNKI YAAD DIL ME UTAR AAI, YAAD UNKI AAI JAISE KHILE PHOOL KOI, YAAD UNKI AAI JAISE SUBHA MUSKURAAI,
Har Udaasi Dil Par Chayi Hui, Har Khushi Hai Mujse Ghabrai Hui, Aur Kya Rakha Hai Zindagi Ke Daaman Me, Chand Kaliya Hai Vo Bhi Murjhaai Hui
Na koi manzil hai na kinara hai koi,Tanhai hai mehfil or yadein hai sahara Us se bichad kar kuch yun waqt guzara,kabhi Zindagi ko tarse kabhi maut ko pukara..
Jakhma itne gahare hai, Ijhar kya kare, Hum khud nishana ban gaye, vaar kya kare, Mar gaye ham, Aankhe khuli rah gayi, bas isase jyada aur kisi ka intejar kya kare...
Khusbu Se Hawaon Se Bhi Milte Nhi Kuch Log Mossam Ki Adaon Se Bhi Milte Nhi Kuch Log Mil Jaye Tu Jevan Ko Saja Dete Hain Laken Bicherain Tu Duaon Se Bhi Milte Nhi Kuch Log
deedaar-e-yaar ki khatir jee rahe hain hum unki talaash hain ab har taraf umr-e-tamaam kisike naam kar diya humne ab maut se bhi hume ghabdraana kaisa
Jab hum tanha ho to sath rehna,Roye ankhe to ansu poch lena,kyuki jinda hai jab tak hi satayenge,wada karte hai marne ke baad to aapko yaad bhi na ayenge!
Adalat husnki hogi,mukadma tere ishq ka hoga, Gawahi mere dilki hogi, Mujrim tera pyar hoga, Aur faisla zindagi aur mautka hoga..
Dilon se khelne ka hunar hume nahi aata Isiliye ishq ki baazi hum haar gaye Meri zindagi se shayad unhe bahut pyar tha Isiliye mujhe zinda hi maar gaye....
Unhe aadat hai zakham dene ki. Apni toh fitrat hai gum chupane ki, ab toh aadat si pad gayi hai aasu pi jane ki, kya haseen saza di hai zaalim ne dosti rakhne ki…
Dono aankhon mein ashq hua karte hain jab bhi tere yad aaye rvv liya karte hain jab tere palke jhapke samajh lena hum tumhe yaad kiya karte hain.
Is kadar gum neHame Luta hai,Ansuo tak se hmara sath choota hai,Sathi hain bedard yaha zamane me,Jise dil me basaya Usi Se hamara dil tuta hai.