Bina DIL K PYAAR

Bina DIL K PYAAR
Bina DIL K PYAAR nahi milta,Bina SACCHAYI K BHAROSA nai milta,kuch toh ACCHAYI hum mei ZARUR hogi,Varna aap jaisa DOST hame kabi nai milta
  

Jan, 23 2012     138 chars (1 sms)     1127 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Milna Bicharna Sb Qismat Ka Khel Hy Kahi Nafrat Kahi Dilon Ka Mail Hy Bik Jata Hy Hr Rishta Dunya Main Sirf Dosti Hi YahaNt 4 Sale HAI
Dur ho ya paas ho.. Aap humare liye khaas ho.. Kehate hai dosti sabse bada rishta hai.. Toh sun lo eh dost.. Humare liye toh dosti ki paribhasha hi aap ho..
Kaun kehta hai ki is duniya mei majbut irade wale log nahin milenge.aap mere is dost ko hi dekh lijiye,duniya idhar se udhar ho jaye pr yeh sms nahin karenge.?
Sapno ko sapna mankar bhool na jana dil ki armano ko chod na dena tum mein kashish hai kuch pane ki na mumkin samajhkar chod na dena
Meeti bato se nahi hota pyar,har phool nahi banta haar,yu tho zindagi me koi aata hai aur jata hai,lekin har koi nahi banta aap jaisa yaar.
Tumhari yad dil se jane nahi denge,Tumare jaisa dost khone nahi denge,Sharafat se contact me rehna,varna khub marenge Aur rone b nahi denge
Dosti ghazal hai gungunane ke liye, Dosti nagma hai sunane ke liye; Yeh wo jazba hai jo sabke liye nahi, Kyunki housla chahiye dosti nibhane ke liye!
Muskan k dayre me hamesha khushi nahi hoti, Ansoon k sailab me hamesha gam nahi hote,Ban jaye chahe fasle jitne bhi,dosto ki dosti kabhi kam nahi hoti.
Labz ap do git hum banayenge, Manjil ap pao raste hum banayenge, Khus ap raho khusiya hum dilayenge, Ap bas dost bane raho dosti hum nibhayenge.
Aisa yaar chahiye jo hame Apna man sake, hamare har dukh ko jaan sake, chal rahe ho tej barish me, fir bhi pani me se aansuo ko pehchan sake...
Jo Nazro se door magar Dil k paas ho,Apne liye khass ho,Sukh-dukh me jiska sath ho,Dil jiska saf ho,Jese k hamare liye AAP ho.
Hamare bin Adhure aap rehoge.Ke koi Dost tha aap khud kahoge,Na Honge Hum to ye Aalam na hoga,Milenge Bahot se lekin koi Humsa na hoga..