Dosto ko bhulu

Dosto ko bhulu
Dosto ko bhulu, na_mumkin c baat he Dosto ko na ho yekin ye 0r baat he Jab tak rahegi saans tab tak rahoge yad ye sans tut jaye to 0r bat he
  

Jan, 23 2012     140 chars (1 sms)     951 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Meri nigah-e-kamal ka intekhab ho tum, husn ke phulo me haseen gulab ho tum, log kahte hai Dosto me wafa nahi hoti, logo ke har sawalo ka jawab ho tum
Apni jindgi me mujhe sharif samajna koi gam aaye to karib samajna de denge muskurahat ansoon K badle magar hazaro Dosto me thoda aziz samajna
Khuda par bharosa hai to khuda tere sath hai, Apnon pe bharosa hai to Dua tere sath hai,Zindagi se kabhi mat harna mere Dost, Jabtak HAM tere sath hai.
jis ko apna samjha wo hi begana nikla ham pe sitam karnay ko zamana nikla zulm karnay ki jis nay intaha kar de wo apna sinasha purana nikla
Yu to koi tanha nahi hota, Chah kar kisi se juda nahi hota. Dosti ko kanjusi le doobti hai, Yeh jaan kar bhi aap se sms nahin hota
Yaadon mein hum rahein ye ehsaas rakhna, nazron se door sahi dil ke paas rakhna, ye nahi kehte ke sath raho dur sahi par yaad rakhna
Har lamha hum aapse dur ho rahe hai,na jane is zindagi se kya kho rahe hai,khayal rakhna ki duriya itni na badh jaye,ki hum phir ajnabi na ho jaye.
Har mod ka mukam nahi hota,Dil ke riston ka naam nahi hota, Dil ki roshni se khoja hai aapko, App jaisa dost milna aasan nahi hota.
AGR HUM YAD NAHIN KRTE TO BHULATE BHI NAHIN AGAR HUM HANSAATE NAHIN TO KABHI RULATE BHI NAHIN HUM ROZ NAYE DOST CHAHE BANATE NA HONPAR JO BANATE HAIN UNHEN GAWATE NAHIN
Tumhari dosti aur wafa hi kafi he,Tamaam umar ye aasra hi kafi he,Hum se dosti tum kabhi na todna,Jeene ke liye ye aasra hi kafi he...
Dosti hai khuda to ibaadat karo, Dost hai Ali to wafaa karo, Ya ali Dost mile to aisaa mile Jise Dosti par shuba naa ho.
Khuda ki rahemat sare sansar par barse,Mere hisse ki rahmat mere dost par barse,Ae khuda mujhe kar dena pani,Agar mera dost kabhi pyas se taRSE