Dard gairon ko sunane ki jarurat kaya hai, apne saat auron ko rulane ki jarurat kaya hai? waqt yunhi kam hai DOSTI ke liye, ruth kar waqt gawane ki jarurat kya hai??
Dil ki Tamanna yahi he ke Har Aane wali khbar Teri ho, A yaar Apani yaari itni buland ho ke, muje Jab bhi maut aa jaye to sabse pahele Aankhe Gilli Teri Ho.