Tohfa kya de

Tohfa kya de
Tohfa kya de tohfa to hume mila h,Khuda ne AAP jaisa DOST jo diya h;Wo tohfa hi kya jiska koi mol ho,Tohfa to wo h jo AAPsa anmol ho.
  

Jan, 23 2012     133 chars (1 sms)     2914 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Manzil ki tlash me nikle hai hum sbhi, Sbki Mnzil 1 ho ye mumkin nhi, Aise hi kisi mod pr bichad jaye jo kbhi, Ye mt smjhna apke sath hum nhi...
Dil todna humari adat nahi, Dil hum kisika dukhate nahi bharosa rakhna humarae dosti pe dost bankar hum kisiko bhulaathe nahi!!
Sabki Jindagi me Khushiya dene wale, mere yaar ki jindagi me koi gam na ho, usko mere se bhi accha sathi mile, jab duniya me ham na ho...
Karo karam ya sitam,gila ham nahi karte,pathar pe yakinan phul khila nahi karte,mita do hamko dil se magar khyal rahe,hum jaise DOST dobara mila nahi karte.
Jis pal ap dil se muskraoge,Apni hasi me hmari jhalk paoge,Na samjhna k sath chod denge hum,Palat kar dekhoge to har raah par hum nzar ayenge…
Jiskepas kuch nahi uspe duniya hasti hai, jiske paas sabkuch hai usse duniya jalti hai.. mere paass tho sirf aapki dosti hai, jise paane ke liye duniya tarasti hai…
Lamhe ye Suhane saath ho na ho, Kal me aaj jaisi koi baat ho na ho, Aapki dosti hamesha is DIL me rahegi, Chahe kabhi mulakat ho na ho.
Rishto ki ye duniya he niraali,Sab risto se pyari he DOSTI tumari,Manzur he aansu b aakho me hamari,Agar aa jaye MUSKAN HOTHO PE TUMARI..
Teri Muskurahat meri Pehchan hai, teri Khushi meri Jaan hai. Kuchh bhi nahi meri Zindagi bas itna samajhle, ki teri Dosti hi meri Shaan hai
Mile Har Janam Aap Jaise Yaar,Dua Krte Hai Ye Hum Bar Bar,Chahe Kyu Na Tukra De Hme Ye Duniya,Par Milta Rhe Hme Aap Jaise Dosto Ka Pyar
Waise to kai dost hai humare, Jaise aasman mein kai tare, Par aap dosti ke who chand hai, Jiske saamne fike padte hai saare sitare
Bedard Zamane Se Hume Kuch Na Mila. Pyar Mila Saccha Dildar Na Mila. Wafa Ki Baat Karte Rahe Bewafa Karne Wale, Bus Aisa Hi Yaar Humko Mila.